Friday, July 27, 2018

Flipkart Se Online Shopping kaise Kare Puri Jankari Hindi me


Hello Friends Kya Apko Pata hai Flipkart Konsi Service Hai Or Iska Kya Udehesy Tha. Agar Nahi Pata To Mai Aaj WO Saari Jankari Apko Provide Karunga Jinka Apko Nahi Pata Or Ye Post Mai isliye likh raha hu Kai Aise log hote hai jinko online shopping Nahi Karni Aati Kyuki Hamare Desh mai Kam se Kam 25-30% log Aise bhi hote hai jinko online saman kharidne mai Kafi problems Aati Hai . To Aaj Mai un peoples ke liye kuch Aise he post leke Aaya Hu Jiske Madad se WO online Shopping Bilkul Aasani Se Sikh Sackte hai. Flipkart Mai Hum Dunia Ka Koi Bhi Saman Ho WO Hum Flipkart Se online Mangwa Sacte hai or WO Bhi Saste Rate par .

www.sonurajput.com

Flipkart Ki Kuch Basic Jankari

Mai Apko Pahle iski Thodi Se Jankari De deta hu


Flipkart Ko 2007 Mai internet par utara Gaya tha or iske Founders the Sachin Bansal or Bunny Bansal or Iska Headquarter Bangalore Karnataka mai Sethith Hai. Flipkart ki Industry internet hai. Iski Service E- commerce Yani online ki online shopping ki hai . or ismai 33000 Hazar employed 2015 se pahle or Ab Kaarye par hai. Iska Slogan hai " Ab Har Wise Hogi Puri"". Ismai payments ke liye Kafi options hai jaise Credit Card, Dabit Card,Net Banking,E-Gift Vouchers or Cash on delivery Bhi ismai Samil Hai. To Ab mai Apko Batane Wala Hu Flipkart se koi bhi saman kaise kharidte hai.
www.sonurajput.com

 Flipkart Se Kaise Kare Online Shopping Puri Jankari

Sabse Pahle Apke Pas Smart phone chahiye Kyuki Fhilhal Flip kart ki Website ko Band karke Sara kaam Filpkart ki Application par kar diya hai


Sabse Pahle apko WO Saman Search karna hai jiska apko order karna hai

Ab us item ko select kijiye Or  Ab Uske baare mai kuch information de gai hongi
Un ko dekh le Or phir usko BUY NOW Par click kar de



Ab Apko Processed To Pay Par Click Karna Hai . Or Ab Apke Samne Pay karne ke options honge Yadhi Aap is order ki online pay nahi kar sacte to Aap isko Cash On Delivery ko Select kar Dijiye Or Apna Address ki jankari Submit kar Dijiye or jab Apka saman Apko Couriers ke jariye mil jaye Tab Aap usko payment de Dijiye.

Flipkart se online Shopping kaise kare,flipkart ki puri jankari,flipkart kya hai,flipkart ki online pay kaise kare,flipkart jabkari, what is flipkart, flipkart se order kaise karte hai,flipkart ke malik ka naam, flipkart ka founder kon hai, flipkart mai kitne employs hai,gher baidhe online shopping kaise kare,online shopping ki jankari,shopping kaise karte hai, Falipkart Application kaise download Kate, Flipkart par id kaise banaye,flipkart par order kaise return kare,SonuRajput.

3 comments:

  1. bro mujhe ye batao ki online shopping karne ke liya debit card ka istemal kaise karte hain

    ReplyDelete
    Replies
    1. saqib Zeya . debit card ka istmaal key liye.. jab aap shopping kargey to vaha debit card option select karegey to aapko sab step flipkart hi sey show ho jayegey .. bass aap unko follow karna and shopping karna .. app yaha sey install karey ... http://fkrt.it/K3abFTuuuN

      Delete
  2. Nandgaon me shopping Kaise Kare koi option pin 423106

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi