Friday, March 29, 2019

Android Phone Ko Root Kaise Kare Without Pc Ke


"Android Phone Ko Root Kaise Kare Without Pc Ke" Android Smartphone ko Root Karna Ab Bilkul He Asaan hai kyuki is post mai mai apko batau Ga ki kis parkar Hum apne android smartphone ko Root kar sacte hai Bina kisi computer or laptop ke Sabse Pahle Hum Root ke Bare Me Jante hai.


Root Kya Hai ?


Root ek Aisa system hai jo ek baar apke phone mai Access ho jaye to Apke Android phone ki Power Ko Super Power Mai Convert Kar Deta Simple Bhasha mai kahu to Ap ismai Apna Custom ROM Bana Sacte Hai Ismai Aap Aise Application ko Delete Kar Sacte Hai Jo Apke phone mai Running mai process rahti hai is say ek to Apka phone Hang Nahi Hota Or Dusra Apke phone ki Battery life or Jada ho jati hai.

Ab Apko Samaj Aa Gaya Hoga Ki Root Kya Hota Hai



Root Ke Faidey Or Nuksaan


Root Ke Faidey

Root Ke Kafi Sare Faide Hai Jab Hum Ek Naya Android Smartphone phone lekey aatey Hai Tab Usmai Kuch Aise Application Aati Hai Jissay Humay kafi sare Problem Aati hai Jab Hum Internet Use kar rahe Hotey hai jaise ki kuch Aise Application hoti hai Jab Hum Internet Use Karte Hai to Tab Un Application ki pop-up Ads puri Display par show Hoti Hai jiske karan Humko Problem Hoti Hai To Root Ek Aise Power hai Jo Un Application ko Delete karta Hai Jo Apke Phone Mai Agey Se Aai Hui Hai or mobile ki Inbild Application ko Delete karne se Apke Phone mai Mobile Memory ki Samta or Jayada Ho Jati or Issay hamari costam ROM ban jati hai or mobile hang nahi hota Or Mobile phone ki battery Life Bhi Jayada Ho Jati Hai


Root Ke Nuksaan

Android Phone Ko Root Karte Time Ek Baat Dhayan Rakhey Ki Aisa Karne Se Apke Phone Ki Warranty  Khatam Ho Jayegi Kyuki Koi Bhi Company ke Mobile Unrooted Hote Hai or mobile Company Ye Service kisi Bhi Handset Mai nahi deti kyuki issay unki Khud Ki Company ki App inbiled Hoti Hai or Unko koi problems na create ho isliye WO Kisi bhi Android Smartphone Mai Root ki Power nahi Installed karti
Root karte Samay Dhayan De Apke Phone Mai Battery kam se kam 50℅ honi chahiye
Ager Aap Computer Se Mobile ko Root Kar Rahe hai to sabse Jayada Dhayan Rakhay
Ki Root kartey Samay Apke phone ki Battery off nahi Honi Chahiye kyuki Aisa Hone se Apka phone Dead Ho Sacta hai Ya Apke phone ka software bhi Khatam Ho Sacta hai.To Ab Apko Pata Chal gaya Hoga ki Root karene ke Fayde Kya hai or nuksan kya hai.


Root Ki Application Kaise Download Kare

Agar Aap Computer Se Mobile Ko Root Karna Chahte Hai To Mai Apko WO Site Bata Raha hu Jahan Se Aap Root Ka Software Download Kar Sacte Hai.
PC Ya Laptop she Root karne ke liye Www.Kingoapp.com Par Jaker Aap Download Kar Dacte hai.
Agar Aap Apne Mobile phone Se Is Application Ko Download Karna Chahte Hai To Apko KingApp Ki Application Download  Karni Padegi Jo Ki Bilkul Free Hai Is Application ko Download Karne Ke Liye Is Link par Click Kare Click HeGa


Sabse Nichay jaker Try It Par Click  Karna Hai Or Phir Ye kingApp apke phone ka model Search karegi or phir Apko Agay Click karna Hai Or Phir Apka Android phone Root hone Lag Jayega Rooting ke Doran Apka Phone Bich Mai Ek Baar Reboot Hoye Ga Apko Ab Kuch Nahi Karna Hai 5-10 Min mai Ye Successfully root ho Jaye Ga


Root Ko Kaise Check Kare



Agar Apko Ye Nahi Pata Hai Ki Mobile phone mai root Hai ya nahi To Isko Check Karne ke Liye Ap Isko Google Play store Se Bhi Download kar Sacte hai Is Applications ko Google play store se download karne ke liye apko play store ke Search baar mai type karna hoga root cheker
Iski madad se Aap ko ye pata chal Jaye Ga Ki Hamara mobile phone Root Ho Chuka hai Ya Nahi


Agar Apko Is Post Mai Root se Related Koi Baat Samaj mai Nahi Aai Ho To Mujay comment Kariye Is post mai or mai Apki Jald se Jald apki Help karunga apke comment ke Jariye
                                                         !   Thank You !


Tag Line
Mobile Root kya hai,root Kaise karte hai,root root, what is root, how to instal root in my smartphone, root ke kya benefit hai, root ke kya nuksaan hai,root ki jankari,root ko kaise check kare,root ki puri jankari Hindi mai,root in mobile,Sonu Rajput

3 comments:

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi