Sunday, March 24, 2019

Blogger Ki Puri Jankari Hindi Me


Blogger Information In hindi Blogger ek Google Ki He Service Jo ki 23 August 1999 Ko Lonch Kiya Gya Tha . Blogger Ek Free of Cost Service Hai Jo ki Blogger ke Siva koi or Company nahi Deti hai.Agar mai apni bhasha Mai kahu to blogger ek social Site Hai. Ham Jo Bhi Is blog par post karte hai To Agar koi Visitor Search engine mai Apki post se related kuch bhi Search karega To Sabse Pahle Apki Post Nazar Aai GI or WO Apki Jankari Apke blog par Aker le Sacta hai.Blogger par Kuch Aise Services Hai jinka Charge Bilkul Free hai


Meri Ye Post Jarur Dekhiye : - Free Mai Blog Kaise Banaye

No.1_    15 GB Tak Hosting Free
No.2_     Https Free Yani ki SSL Certificate Bhi Free


Hosting

Hosting ki Baat Ki Baat Ki Jaye To Google Apko 15 GB Tak Ki Hosting Bilkul Free Deta. Iske alava or Bhi Companies Hai Jo Hosting Humey provided karti hai lakin iska humey Charge Fees deni Hogi. Jahan tak mera Anuman Hai 15gb mai Aap lagbhag 1500 Post Free mai post kar sacte ho.
Agar Apko Hosting Ka Matlab Samajh Nhi Aaya To Mai apko Asan Tarike Se Samchata hu

Example:-


Google Ne Apko koi Shop de Internet Par Or us mai Apko 15Gb Tak kaDiya diya
Jo ki bilkul free hai life time ke liye
Yani ki Apko Free mai Shop se Iska matlab  Blog Ho Gaya
Or Us Shop Mai Apko 15Gb Tak ka Free Saman Diya GTA To Iska MATLAB Ho gya Free Hosting

Meri Ye Post Jarur read Kare - Blogger mai Https kaise use kare

Blogger Https, Or SSL Certificate Free

Https Or SSL Certificate ka ek he MATLAB hai Or Ye Service Blogger ke liye Bilkul Free Hai
Or Ye Service filhal blogger mai Custom Domain Name par Uplabhd nahi hai. Or Https kaise MATLAB hai Hypertext Transfer Protocol Secure To Iska Matlab Hai Apka Blog Bilkul Secure hai or Apke blog ko ki bhi Hack or Attack ya koi bhi nuksaan nahi pahucha sacta. Agar Apka blog Google ke Alava Kahi Or Register Hai to is Service Ka Charge 4500 Se 5500 Rupay per Year ka Ho Sacta hai. To Ye Service Google ki Service Blogger Free mai De Raha hai. or Iska Use Kijiye. Agar Apko Ab Bhi Samach nhi Aaya To Mai Apko Ek Example Deta Hu.


Example:-

Google Ne Apko Shop De Yaani ki Blog OK. Or phir Google ne Apki Shop ke Liye 15 GB Ka Saman Diya yaani ki Hosting OK

Point be here

To Ab Apko google ne shop de or 15 GB tak ka saman diya To Us Shop ke Suraksha Ke Liye koi To Security guard Hona Chahiye na jiski vajeh se apni Shop Surakshit rahe to iska matlab Ho Gaya Https .To Aab Apko  samaj Aa Gya Hoga Ki Https Lagana kitna Jaruri Hai

Blogger mai Robot.txt File Ko kaise Add kare

Dosto Mai To ye kahta Hum Sabhi Ko Blogging Karni Chahiye kyuki Ye ek Google ki Free Service Hai . or to or Dosto mai To Ye Kahta Hu Blogger ko jitna Samjho utna he kam hai kyuki blogger Apne blogs ke liye Kafi Achay Options leke Aata Hai Jo ki Hamre liye Bilkul Free hote Hai


Dosto Agar Apko Meri Ye Post Acchi To Plz Isko Facebook par Jarur Shear kare Or mujay Comment box mai mujay jarur batey ki Ye meri Post kaise Hai


Meri Sabhi Post Padhne Ke Liye Yahan Par Click Kare Click Here

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi