Sunday, March 24, 2019

Blogger Mai Https Kya Hai Or Isko Kaise Enable Kare ?



What Is Blogger https In Hindi Kya apko pata hai blogger mai Https ka kya kaam hota hai or ye blogger mai kyu hota hai To Chaliye friends Aaj mai apko batau ga is post ke jariye ki https kya hota hai or blogger mai iska kaise use karte hai

                                https kya hai

Https Kya Hai

Apka jo normal blog hota hai wo Normal Http mai run karta hai or ye normal http mai hi open hota hai jiska matlab hai ( HyperText Transfer Protocol) iska matlab ye hai ki apki website ya blog mai jitna bhi deta upload ya download ho raha hota hai agar koi Ateker apke blog mai atek karna cha raha hai to wo kya karega ki jitni bhi information apki website ya blog par travel ho rahi hai wo text ke roop mai ho rahi hai or wo ussay asani se identify kar lega or apke visitors ko kisi bhi parkar ka nuksaan pahuchasacta hai Simple bhasha mai kahu to Apka jo blog hai wo hack ho sacta hai . or jitne bhi visitors hote hai apke blog par ager apka blog Https Par Run kar raha hai
or iska matlab hota hai  

( HyperText Transfer Protocol Secure )
Iska matlab hai ki apka blog ab secure hai or Https use karne ke baad jitna bhi data apki website par hai to wo Secure hai kyuki apne Https Ko enable kara hua hai jiske karan apka blog Secure rahega koi asani se Heck nahi kar paye ga  Https Apki websitee ko safe rakhey ga or iski surksha rakhega

Simple bhasha mai kahu to Https ka matlab hota hai ki apka blog secure hai or isko koi bhi heck nahi kar sacta hai ispar koi bhi atack nahi kar sacta ye blog puri trah se secure hai

Https ye Ssl ka Certificate hai ye blogger mai free service hai Ye service filhaal Custom Domain Ke Liye Available Nahi hai


Kai baar Aap apni website ya blog ko Social media Website  Facebook Par Link Jodna Chahte hai to wo blog facebook se atttech nahi ho pta kyuki apka jo blog hai wo untrusted hai to facebook nahi chahta jo uske vistors hai kisi untruested website par jaye or unko koi problem ho

Agar app Https ko Apne blog mai use karte hai to apko ye problem nahi ayegi or apka blog facebook profile mai attech ho jaye ga asani se

To Freinds Ab Apko Samaj Aa gaya hoga ki Https Ka Kya Matlab Hota Hai Or Ye use karna kitna jariri hota hai To Chaliye mai apko bata hu ki kis parkar hum is servise ko blog mai free mai use kar sacte hai lifetime ke liye


Https Ko Enable Kaise Kare

Http Ko Https Mai Change Karne ke liye sabse pahle apko apne blog ke dashbord par jana hoga Wahan par apko ab settings mai jana hoga hoga , Ab apko basic mai jana hoga wahan par ab apko HTTPS Setings ka Option Milega usmai ab apko https avelibilty Mai YES ko Select Karna hai or apka blog Https mai khulne lag jayega

Blogger >> Dashbord >> Setings >> Basic Https Setings
Https Information In Hindi


To Dosto Ab apko samaj aa gaya hoga ki kaise hamey Https ka use karna hai or Iska kya matlab hota hai agar apko ye jankari acchi lagi ho to plz mujay comment ke jariye bataye is post ke bare mai


Taged Line
What is Https in blogger, how to enable Https in blogger , https information, https, https about, what is https in blogger, https ki puri jankari hindime, https ki hindimehelp, https kya hai, https ko jane hindi mai. https hindi, https matlab , https bloging, how i can use https in blogger, Plz problem solve https in blogger,Sonu Rajput.

2 comments:

  1. Ye to bacche bhi kr lete h but how to solve hidden https option me yes kase kre @

    ReplyDelete
    Replies
    1. Anmit ji Ye service Apko blogger ke blog ke liye free service milti hai. Agar Apko Custom Domain mai Https ki Service Chahiye to Apko SSL certificate purchase karna hoga . I hope you understand to I say

      Delete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi