Sunday, March 31, 2019

WhatsApp Status Mai Image Or Video Ko Kaise Lagaye or Use kare


Hello Friends Aaj Ki Post Me Mai Aapko Batau Ga Ki Kaise Aap Aapne WhatsApp Status Mai Image Or Video Ko kaise laga Sakte Hai WhatsApp Ne Ek Naya Future WhatsApp Mai Add Kiya Hai Ab Tak Aap WhatsApp Mai Text Status use kiya karte The Lakin Ab  Aap WhatsApp Ke Status  Mai Image video Ko Bhi Use Kar Sakte Hai . Ye Future Abhi Filhal WhatsApp Ne Apne Beta Version Ke Uses Ke Liye Provide Kiya Hai Lakin Ye Jald He WhatsApp Par Sabhi users Ke Liye Aa Jaiga .

WhatsApp Mai video status kaise lagaye

WhatsApp Status Mai Video or image lagane Ka Ab Aapko Ye Faida Jarur Milega  ki Ab Aapko Koi Third Party application Download Karne Ke koi jarurat Nahi hogi WO Isliye kyuki Ab Aap Ye Bhi Jaan Paoge  ki Aapke WhatsApp status Ko Kisne Dekha Hai or kitne  baar Aapka status  Dekha Ja Chuka Hai Or Unki Viewing Counting show karega . To Chaliye Friends Jante Hai Ki Kaise WhatsApp Status Par Video Image Lagai Ja Sakti Hai


Read :- WhatsApp Par Gif Animation Image Kaise Search Kare


Read :- WhatsApp Group Mai Admin Ko Kaise Remove Kare

WhatsApp Status Mai Video Or Image Ko Kaise Use Kare

Sabse Pahle Friends Aap Apne WhatsApp Messenger Ko Google Play Store Se Update kar Kijiye .

Ab Aap WhatsApp Ko Open Kijiye Dekhiye ki Waha Status Wala Option Aaya Hai Ya Nahi Agar Nahi Aaya Hai To WhatsApp Ko close Karke 10 Se 15 Mint Wait Kijiye Or Phir Se Open Kijiye Or phir Aapke WhatsApp Mai Status Wala option Home Page Par He Aa Jaiga .

Jaise Ki Friends Aap Dekh Sakte  Hai My Status Wala Option Yaha Aa Gaya Hai To Ab Aapko My Status Par Click Karna Hai .

WhatsApp Mai image kaise use kare


Jaise He Aap My Status Par Click Karte Ho To Ab Aapka Mobile Camera Open Ho Jaiga agar Aap Chahte Hai To  Photo Ko Khich  Kar Status Mai use  Kar Sakte Hai Ya Phir Aap Gallery Mai Se Koi Bhi photo ya Video Ko Select Kar Sakte hai .


Koi Bhi Image Select Karne Ke Baad Aap Usmai Kuch Editing Bhi Kar Sakte Ye Editing Video Or Images Dono Mai Kar Sakte hai

Read :-  WhatsApp Chat Ko Hide Kaise Kare

Read :- Name Ke Liye Gif Animation Image Kaise Banaye
Ab Aapko Video ya Photo Editing Ke Liye Aapko 3 Tools Diye Gaye Hai .

No.1 :-  Aap Video Ya Image Mai Text type kar Sakte or Kisi Bhi type Ka colour set kar Sakte hai or size chota ya bada Dono kar Sakte hai .

No.2 :-  Ye Option Kafi Accha Kyuki Is option Mai Aap Imogi Ka Bhi Use kar Sakte Hai.

No.3 :-  is Wala Option Mai Aap Kisi Bhi Photo ya video Ko Crop kar Sakte hai.
WhatsApp Status Mai video or image Kaise Use Kare

Or Finally Sabkuch Karne Ke Baad Isko Save Button Par Click Karke Isko Save Kar Dijiye .

I Post ki video Dekhne Ke Liye Yaha click Kare Watch Now
To Dosto Aisa Karke Aap Aapne  WhatsApp Par Video Ya Image Ka Status Laga  Sakte Hai
Agar Friends Aapko Ye Post Acchi Lagi ho To plz Share Or Comments Karna Na Bhule .Thank You By And Take Care.
Meta Tag :-
WhatsApp Mai Aaya Naya Future , WhatsApp Mai Status Ko Kaise Use Kare , WhatsApp Ke Status Mai Video kaise Lagaye , WhatsApp Status mai image kaise Lagaye , WhatsApp Mai status Mai Video Or image status ko kaise add kare , new WhatsApp Beta Version Ko Kaise Download Karte Hai , WhatsApp Status Ki puri Jankari ,SonuRajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi