Tuesday, March 26, 2019

id-ul-zuha Kyu Manaya Jata Hai Puri Jankari Hindi Me


Id-ul-zuha Ko Bakreed Bhi Kaha Jata Hai Or Ye Musalman Ka Parmukh Tyohar Hai , In dino Musalmano Ki Bazaro Mai Jada Ronak Bhad Jati Hai . Is Din Naye Kapde Kharide Jate Hai Or Ek Bakra ko Kharida Jata Hai Jiski Bakrid Par Kurbani De Jati Hai . Bakrid Par Kurbani Dena Savab Ka Kaam Mana Jata Hai isliye Is Din Har Koi Apne Bakre Ki Kurbani Deta hai.

eid ul zuha kyu manaya jata hai

Ye Padhe:-
Id-Ul-Fitr Kyu Manaya Jata
Hai 


Mobile ko hack hone Se kaise
Bachaye


Eid-ul-zuha zuha Kurbani Ka farz  :- Kurbani Ka MATLAB Sada Raksha Ke Liye Tatpar Rehna Hazrat Mohmad Ji Ka Adhesh Hai ki Koi Bhi Vaykti Jis Parivar ya Jis Sehar Ya Jis Desh Mai Rehne Wala Ho To Us Vaykti Ka Faraj Hai Us Samaz Ki Raksha Ke Liye WO Sada Kurbani Dene Ke Liye Sada Taiyar Rahe .
Id-ul-fitar ki Tarah Bhi Eid-ul-Zuha Mai Bhi Garib Musalmano Ka Khayal Rakha Jata hai
Muslim Samaj Mai Bakre Ko Pala Jata hai Or Apni Hasiyat Ke Anusar Uski Dekh Rekh Ki Jati Hai Jab WO Bada Ho Jata Hai Ussey Bakrid Ke Din Allah Ko Kurban Kar Diya Jata Hai
Jissay Farz a kurban kaha Jata Hai .

Ye Padhe
Offline Facebook Kaise 
Chalaye


WhatsApp Se Video Call
Kaise Kare


Bakrid Ke Ithas Ke Piche ek Ithasik Tathy Chipa Hua Hai Jismai Kurbani Ki  Aise Dastan Hai . Hazrat Ibrahim Duwara Allah Ke Hukam Par Apne Bete Ke Kurbani Dene Ke Liye Taiyar Ho Gaye . or Hazrat Ibrahim ko laga unko sabse Priye Apna Beta He Laga To Isliye Unhone Apne Bete Ki Kurbani Dene Ka Nirnye Liya or hazrat Ibrahim ko laga Kurbani Dete Samay Unki Bhavnaye Aade Aa Sacte Hai. Isliye Unhone Aapne Aankho Par Pati Bhand li Thi Jab Apna Kaam Pura Hone Ke Baad Pati Hatai To Unhone Apne Bete Ko Vaha Par Zinda Khada dekha Or Bedi Par Kata Hua Memna Dekha
Tabhi Se is Din Bakre or Mamne Ke Bali dene ki Partha hai.

Meta Tag :-
eid ul zuha kya hai , Bakrid Kyu Manaya Jata Hai , Bakrid Ki Jankari , Bakrid Ke din kya hua Tha , Why Is Observed Eid ul Zuha , What is eid ul zuha , I'd ul Zuma ki puri Jankari Hindi me, Id ul zuha kya hai , Kyu manaya Jata hai ,bakrid kya hai , 

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi