Saturday, March 30, 2019

UPI-LOTZA Application Se Bank Account Mai Send Kare Paise


Hello Friends , Aaj Ki Jo Post Mai Aapko Batane Wala Hu WO Ek Aise Post Hai Jiska Use Aap Life Mai Jarur Kar Sacte Hai . upi-lotza Application Ek Aise Application Hai Jo Kisi Ke Bhi Account Mai Sabse Fast Payment Transfer Karti Hai . Halaki Is Post Se Related Mai Kafi Post Kar chucka Hu Jaise Ki Bank Account Mai Beneficiary Account Add Karke Paise Transfer Kare Or Issay Pahle Maine filhal ye bhi Post likhi hai Net Banking se Quick Transfer money Kaise Kare , Waise to Maine Net Banking Jaise Kafi Post Aapse Share Ki Hai Or Aaj Kuch Aise He Post Aapko Liye Leke Aaya Hu Jiske Jariye Aap Without Netbanking Se Apne Account Se kisi Ke Thi Account Mai Paise Transfer Kar Sacte Hai .
UPI Lotza Se paiae kaise transfer kare Direct Bank Account Mai
UPI lotza Application Ko Kafi Secure Mana Jata Hai Or Jal He Private or Government Bank Account Se Bhi Attach Hone Wali Hai , Is Application Mai Aapki Jo Abhi Transition Hinge WO Bilkul Secure Honge , Jaise Ki Aapke Bank Account Mai Aapke Paise Safe Rahte Hai waise He Ye Application Aapke Paise ko Securely Rakhe Ge.

Ye Post Padhe:-
Net Banking Ki Puri Jankari
Hindi Me


How Create Online RD Account
In Hindi


Upi Lotza Application Ki Khas Baat Ye Bhi hai ki Is Application Se Aap Jiske Bhi Pass Paise Transfer Karenge To Aapko Uska Ifsc Code nahi Dalna Honga , Bina Ifsc Code Or Bina Bank Account Dale Aap Kisi Ke Bhi Bank Account Mai Paise Transfer Kar Sacte Hai ,

Ab Aap Ye Soch Re Hinge Ki Ye Kaise Possible ho Sacte hai Bina bank Account Dale Kisi Ke Bhi account Paise Kaise Daal Sacte Hai , To Iska Answer Ye Hai :- Is Application Ko Download Karne Ke Baad Is Application Mai Apni Ek I'd Banani Padti Hai Jismai Aapko Apka Account Number Dalna Padta Hai Or Apna Ifsc code Bhi Dalna Padta Hai Or Aise Karke Aapko Is Application par ek I'd mil jati hai Jismai Aapka Bank Account Attach Hota hai .

UE Padhe :-
Lic Premium Online pay Kaise
Kare



Online MDU Reappear Form Kaise
Kare Apply


Ab Jisko Bhi Paise Send Karte Ho To Aapko Uski I'd Dalni Hai Or Send Button Par Click Karna hai Or Paise Sidhe Uske Account Mai Transfer Ho Jaye Ge . To Chaliye Mai Aapko Kuch Screen Shut Ke Jariye Is Post Mai Aapko Batata hu ki kaise Kisi user Ke bank mai Paise Transfer Karte Hai .


Sabse Pahle Aap Apne Mobile Ke Play Store Se Lotza Upi Application Download Kar Lijiye
Or usko Open Kijiye Or Is Application Ko Ab Open Kijiye Ab Apke Mobile Se Ke Msg Jayega Automatic Jisse Aapka mobile number detect kiya Jaye ga or uske Baad Aapko Usmai Apni I'd Bana Ne hai Or I'd Banane Ke Baad Aap Nisi Ko Bhi Paise transfer Kar Sacte hai.

Id create Karne Ke Baad Send Ke Option Par Click Kare.



Send Money Par Click Karne Ke Baad Aab Aapko Ek Page Open Hoga Aab Aap Jisko Jitne Paise Send Karne Hai Uski I'd Daal Kar Aap Paise Send Kar Sacte Ho.



Yo Friends Aisa Karne Aap Kisiko  Bhi Paise Send Kar Sacte Hai. Jada Jankari Ke Liye Aap Isko Website Par visits Kar Sacte Hai Ya Iski Application Ko Download Kar Sacte Hai , Or Is Post Ko Facebook Or Apne Dosto Se Jarur Share Kare Or Hume comment Karke Bataye Ki Aapko Ye Post Kaise Lagi . Thank You and by take  Care Sikhte Rahiye Mere Sath Internet Technology.

Meta Tag :-
Upi-lotza App kya hai,lotza app kya hai, What is Lotza Application How To Transfer Money With UPI lotza App,Unified Payment Interface ,Paise kaise transfer kare , Bina net banking Ke Paise kaise Transfer Kare, How to use lotza App, Upi Federal Lotza,How to work lotza app , UPI lotza App tutorial in Hindi, lotza UPI application Se kya hota hai,SonuRaput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi