Friday, March 29, 2019

Mobile Se Youtube Par Video Kaise Upload Kare


Hello Friends , YouTube Ek Aisa Jariya hai jiske Dawar Aap Apni Video Dunia Ke Sath Share Kar Sacte hai , Or Ye Ek Free Service , Orr YouTube ek Social website Hai . YouTube ko 2005 mai Paypal ke Employees Ne create Kiya Tha or Phir YouTube ko Google Me 2006 Mai Kharid Liya tha or Jab se YouTube Google ka Hissa Ban Gaya hai .

Kai Baar Kuch Aise Jankari ki video Hoti hai hamare Pas Jinko Hum Dunia Ke Sath Share Karna  Chahte Hai , or Ye He Kaam Apko YouTube Karta hai , YouTube Apki Upload ki hui. Video ko Dunia ke samne rakhta hai or Share karta hai ,  but kuch aise bhi log hote hai jinko internet or mobile ki Kafi Kam Knowledge ke Karan WO Apni Jankari ki Video YouTube par Share nahi Kar pate hai , To Meri Post in logo ke liye hai jinko YouTube par Video Upload karni nahi Aati Hai , To Bina time Vest kiye Sidhe Is post Ke Title par Aate Hai.

Sabse Pahle Aap Apne Android Smart Phone Se YouTube Ki Application Kholiye

Or Phir Uske Lift Side Se YouTube ke Options kholiye





Ab Apko Upload Par Click Karna Hai , Or Phir Apko Ek Teer Ke Nisan par  Click Karna hai

Jaisa ki Maine Apko is Image mai Bataya hai.








Jaise He Aap Is Teer Ke logo par Click karenge To Aap Apne Mobile ki phone

Gallery Mai Enter ho jaoge To Ab Aoko WO Video Select karni hai jisko Aap

Youtube Par Upload Karna Chahte Ho.





Ab Apko Yaha Par Dhayan Dene  hoga kyuki ye Ye Video upload karne ki main

Setting hai . In Options carefully fill up kare  , Warns apki video searching mai nahi Aaige.

No.1 Title :-  Ismai Apko video ka Name dalna Hai.

No.2 Description :- ismai Apko Video ki jankari dalni ki apki video kisi Bess par hai.

No.3 Privacy :-  Ab Apko iski privacy select karni hai Agar Aap Apni is Video ko logo ke sath

Share Karna Chahiye hai To Apko Public select karna hai Agar Aap apni video ko kisi ke

Sath Share Maui Karna Chahte to ismai Private ko select Kare.

No.4 Tage :-  Ismai Apko Video Ka Tage dalna hai , Jiske use se Apke video jayada

Searching Mai Aaye.

No.5 upload :- Ab Apko Teer ke logo par Click karna hai , Or Phir Apki Video Uploading start

Ho Jaige. To Aisa karke Aap Apni Video  ko YouTube Par Upload kar Sacte ho .



FreeCharge App Offer 50Ke recharge par 100 Rupay ka Cash back Apply Promo code R7F9VFK

Meta Tage :-

How to Upload Video On YouTube , YouTube par video upload kaise Kare, YouTube par video upload karne ki jankari, upload kaise Karte hai, YouTube par video upload karne ki puri jankari , YouTube par video kaise dale, Video uploading kiya hai YouTube video uploading help in Hindi, upload karne ki jankari,video ko upload kaise large hai, mobile se YouTube par video upload karne ki puri jankari Hindi me,Mobile se YouTube par video kaise dale ,SonuRajput.


No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi