Saturday, March 30, 2019

DHBVN Bijli Bill Pay Online In Hindi


"DHBVN Bijli Bill Pay Online In Hindi" Dosto Aaj ka Topic Hai Hamara dakshin Haryana Bijli vitran nigam or Uttar Haryana Bijli Vitran Nigam ( Dhbvn & Uhbvn ) Ki  online Payment kaise kare online Or Ye Article Mai Un Dosto Ke Liye Likh Raha Hu Jinko Ye To Pata hai dhbvn ki payment online hoti to hai lakin unko ye nahi pata hota ki Pay online kaise kare or aise bhi log hote hai Jo pura din office mai kaam karte hai or ya phir kisi shop pai kaam karte hai or unko ye nahi pata hota ki Aaj hamey haryana Bijli ka bill pay karna hai to mai unko ye yaad dilana chahta hu ki ab Hum dhbvn ka bill online pay kar sacte hai kahi se bhi .
dhbvn&uhbvn ka bill Aap mobile ya computer se bhi pay kar sacte ho . ager Aap kisi shop wale ke pas online bill par karaoge to WO aapse Rs.50 Rupay bill se extra charge karega . To isliye mai ye Post Likh raha hu Aap bhi Sikh sacte hai Bijli ka bill online pay karna. To Chaliye Dosto Bina time Vest kiye Is Post ke Title par Aate hai.



Sabse pahle apko dhbvn ki official website ko oepn karna hoga , open karne ke liye yahan par click kare Click here online Agar Aap sidhey online payment page par jana chate ho to yahan par click kare  dhbvn bill online pay 


Ab apke samne ye page open hoga




Lic Ki Pay Online Kaise Kare Janiye Hindi me


Ab apke samne kuch aisa page open hoga to ab apko apna Account Number dalna hai Or Text Image Ke Keyword ko Edit Box mai type karna hai or ab isko form ko Submit kar dijiye


Jaise He Aap submit karoge tabhi apke Samne apke bill ki puri information aa jayegi ki apko kitna bijli ka bill pay karna hai
No.1 Ab Aapko apna personal mobile number dalna hai kyuki is bill ki jankari apke mobile number par ayegi



Mobile Number Kaise Port Kare


No.2 Ab apko apni Email Id Dalni hai or ye bahut he jaruri hai kyuki online bill pay karne ke baad iski pay slip apke email id par ayegi . Email id banane ke liye yahan par click kare  Email Id Banaye

Ab Aap is ko bhi submit kar dijiye or Ab ap online payment mode pai aa jaoge
kisi ek pay option ko chuniye or iski pay kar dijiye pay karne ke liye dhbvn ki website par kafi sare option hai, to dosto ab apko pata chal gaya hoga ki kaise online bill par karte hai. Thank You


Agar apko is post se related kuch puchna hai to aap mujse Comment box mai aker puch sacte hi


India Ki Top 10Bikes ki jankari


Taged Line:-
How to pay online dhbvn uhbvn, dhbvn online payment,DHBVN,UHBVN,How to pay online haryana bijli bill ,pay dhbvn electricity bill online,receipt dhbvn, dhbvn bill pay kaise kare online , haryana bijili ka bill kukar pay kara, dhbvn login, bijli ka bill kaise bhare online, onile bijli ke bill ki jankari, dhbvn information, dhbvn payment status, bijli ke bill ko kaise kare online puri jankari,Sonu Rajput.

    3 comments:

    1. Very Nice Post sir ji.. thanks :)

      ReplyDelete
    2. find the best online services here which is easy method to pay the tneb online payment

      ReplyDelete
    3. TNEB Online Payment is the easiest way to avoid standing in Queues for electricity bill payment.Most of the states in India now have online bill payment methods and Tamil Nadu is not behind.Click here to know to see the step by step procedure,how to save money while paying current bill.

      ReplyDelete

    Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi