Tuesday, March 26, 2019

Dussehra Ke Din Ravan Kyu Jalaya Jata Hai In Hindi


'Dussehra Kyu Manaya Jata Hain' Dussehra Ko Hum VijayDasvi Bhi Kahte Hai or Ye Festival Hindu Dharm Ke Anusar Sabse Bada Festivals Mai Se Ek Mana Jata Hai or is festival Ko Hindi Bhai Bade Dhoom Dharm se Manate hai Ye Festival India mai He Manaya Jata Hai .

Dussehra In Hindi

Ye Festival logo ko Samaaj Mai Veerta Parkat karta Hai Kyuki Is Din Shree Raam Ne Ravan Ka Vedh( Death ) Kiya Tha Kyuki Paap Ka Dusra Naam Ravan Tha . Ise Din Ko  असत्य पर सत्य ki Vijay Ke Roop Mai Manaya Jata Hai  Isliye Is Dasmi Ko Vijay Dasmi Ke Roop Mai Manaya Jata hai .

Dussehra Festival Humey 10 Trah Ke Pappo Ko छोडने ki प्रेणना Deta hai or Inke Naam He :-   काम, क्रोध, लोभ, मोह मद, मत्सर, अहंकार, आलस्य, हिंसा और चोरी .

Ye Padhe :-
Airtel Mai Free mai 5G Internet Pack
Kaise Activate Kare


Android Mobile Phone Ki Gallery Ka
Password Kaise Tode


Ravan Ek Paapi Danav Tha Jissay Apne Balsali Sakti Ka Gumar Tha Or Usi Sakti Ka Durapyog Karte Hua Raven ne Shree Ram Ke Patni Sita Devi Ka Apharan Kar Liya Or Apne Lanka Mai Le Aaya Or waha Par Sita Ko Majboor Karne Ki Kosis Ki Gai Ki WO Ravan Se Saadi Kar Le or Raven Ke Lakh Paryas Karne Ke Baad Bhi Sita Ne Ussay Na Ka He Javab Diya .
Or Lanka Ke Dusri Taraf Shree Raam Or Hanumna Samet Puri Sena Khadi The Yudh Ke Liye . Or Raam Ne Yudh Se Pahle Mata Durga Ki Pooja Ki Or Ma Durga Ne Raam Ji Ko Vijay Hone Ka Asirvaad Diya Or phir Raam Ji Ne Ravan Ke Sath Yudh Kiya  Or Jismai Raam Ji Ki Vijay Hui Or Ravan Ka Vadh Hua Or Raam Ne mata Sita Ko Waha Se Aazad Kiya Or Jab Se Bharat Mai Ravan Ko Jalane Ki Partha Chalti Aa Rahi Hai Jissay Ye Partik Hota hai Burai Chahe Kitne Bhi Badi Ho Lakin Acchai Ke Samne Haar He Jati Hai ,


Dussehra Ke Din Bazaaro Mai Kafi Dhoom Machi Rahti Hain Or Is Din Sahro Mai Kafi jhakiya Nikali Jati Hai Or Bazaar Mai Kafi bheed Rahti Hai is Din Mahilaye or Aadmi Vert Rakhte Hai Or Shaam Ko Bazaar Mai Aakar Raven Ko Jalta Dekh Kar Kafi Khus Hote Hai

Meta Tag :-
Ravan Ko Kisne Mara Tha , Ravan ko Kyu Jalaya Jata Hai , Ravan  Ko Puri Jankari Hindi Me , Ravan kon Tha , Ram Ne Ravan ko Kyu Mara , Dussehra Kyu Manaya Jata Hai , Dussehra ki Jankari , Dussehra in hindi , Dussehra kya Hai , Why we observed Dussehra , Dussehra in English or Urdu , Ravan Ka Jivan Parichye , Ravan in Hindi, ravan Ke Kitne Sir The , Ravan or Dussehra In Hindi , Dussehra Kyu manaya Jata hai ,  Ravan ki kahani , Ravan Story In Hindi , Dussehra Ki Kahani , Dussehra Story In Hindi , Sonurajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi