Sunday, March 24, 2019

Blog Ke Liye Google AdSense Par New Account Kaise Banaye

"How To Create New Adsense Account In Hindi" Hello Friends , Blog ko AdSense se connect karne ke liye apko 6th month ka wait karna hota hai , Or Asia ke ander jitne bhi blogs Jo blogger se register kiye gaye hai unko 6th month ka wait karna hota hai lakin Hum Blogger mai custom domain Add karke hum Apne AdSense Account ko six month se pahle approved kara sacte hai , To uske liye Humko ek new AdSense Account Create karne ke jarurat padti hai, To mai Aaj apko Batau ga ki kaise hum Apni website se Google AdSense par Account bana Sacte hai.

Blog Ke Liye Google AdSense Par New Account Kaise Banaye

Sabse Pahle Aap Google AdSense ke Webpage par Jai or Sign Up ko select Kare

Ab Apse pucha Jaiga ki Apke Pas Pahle Se koi Gmail I'd Hai To Aap isko "Sign Up" Kijiye

Agar Apke Pas Gmail I'd nahi Hai To Apko "Create" ko Select karke New Gmail I'd Banaiye

Ab Apko Apni Website Ka "URL" Dalna hai.

Or Ab Apko Apni" Language" ko Select karna hai





Jaise He Aap Agle Step par Aaoge To Ab Apko kuch Jankari deni hogi

No.1 mai apko India Select karna hai

No.1 Mai apko Kolkata ka time select karna hai

No.3 mai Apko  "Individual" Select karna hai.

No.4 Payee Name mai Apko Apna Name Dalna hai Jo apke Bank Account mai Ho .






No.5 mai apko Apna Address Dalna hai.

No.6 mai apko bhi apko address he dalna hai.

No.7 mai apko Apni City Sehar ka name dalna hai .

No.8 mai apko Apne State ka Name dalna hai jaha par Aap rahte ho.

No.9 Ismai Apko Apne Area ka Pin Code  Dalna hai.

No.10 mai apko apna Mobile Number Dana hai.

No.11 mai Apko " Online Forms or Blogs" ko select karna hai.

No.12 Mai Apko sabhi pay "Yes" Mark ko check karna hai.

No.13 Mai Apko "Sumit My Application" par Click karna hai.




Or Ab Apke Samne Google AdSense Ke Police page or Agreement Ayega usmai uski police ke bare mai bataya gaya hoga .  apko yes par click karna hai or "I Agree" Par Click karna hai.





To Ab Apki New AdSense account Create  karne ke Application Submit ho Chuki hai or Google AdSense Apki Website ko Scan karega or Apke Application submit ka Jawab Apko 2 se 3 Din ke Ander Dega . Tabhi Jake Apka AdSense ka account Approval hoga.

TO Friends Kaise lagi meri ye post apko mujhe Umeed hai apko Acchi lagi hogi . or plz is post ko Facebook par jarur share kare or mujhe comment karke bataye.
Meta Tag :-

How to Create New Google AdSense Account,How to create And easy AdSense account, what is Google AdSense, AdSense about,AdSense post in Hindi,AdSense ki jankari,Google AdSense par account kaise banaye, AdSense ka account kaise banta hai,AdSense ki jankari,Adsense kya hai,AdSense ka MATLAB kya hai, mujhe AdSense account Chahiye, AdSense paise kaise pay karta hai,AdSense I'd banaye,How to create AdSense account in India, AdSense account banane ki Jankari,Sonu Rajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi