Tuesday, March 26, 2019

Valentine Day 14 February Ko Kyu Manaya Jata hai Puri jankari Hindi me


"Valentine Day Story In Hindi" Dosto Kya Apko Pata hai Hum "Valentine Day Kyu manate Hain" agar nahi pata to Aaj hum apko is post mai batainge ki hum 14 February ke din Valentine day kyu manate hai. To sabse hum apko bata de ki Valentine Koi Festival Nahi hain Lakin Valentine Kisi aha Purus Ka Naam Hua karta tha To Chaliye Ab hum apko batate hain ki Valentine kon tha!?

Valentine ek Rom ke pujari ka naam tha. Or 270 A.d mai Ek roman Empire Claudius Hota tha Jiski hakumat pure rajaiy mai Chalti thi Or WO Shaadi ke sekht Khilaf tha jiske karan usne apne saniko ko Saadi nahi karne di or uska ek niyam bhi tha Agar kisi ne mere samne Saadi ki to usko jail ke ander kaid or uske baad suli par mar diya jayega. To Aise mai Ek Valentine Naam ka ek nagrik uski sena mai tha . Or Valentine Roman Empire Ke Is Kanun ke शख्त khilap tha or Valentine ne chori chupe un sainiko ki Shaadi karwata tha. Lakin yah baat ek din  Roman Empire Claudius ko pata chal gai to Usne Valentine ko usi Samay Giriftar Kar liya Or usko Rajye Ke Kanun ki उल्लंघना  karne ke aarop or piche se sainiko ki Shaadi karwane  ke Aarop mai usko Saja a mout ka hukam mila tha. Jab Valentine ko Fanshi di Jane wali thi To Usi Samay Valentine Se uske marne ke phle uski aakhri Iccha Puchi Gai To Usne apni Akhiri Iccha Ek Greeting Card Mai apne Pyaar ka ijhaar karke kari thi. Valentine Roman Empire Claudius ke beti se Bahut Jyada pyar kiya tha isliye usne apni antim iccha Ek Greeting Card ke jariye kari thi Or 14 February ko Valentine ki love store ka the end ho gaya or usko Fanshi Laga di Gai. lakin wahan ke logo ne valentine ko apne dilo mai basane ke liye or yaad karne ke liye 14 February KO Valentine Day ghosit kiya. Yah ek Lover Festival hain or pachimi daiso mai ye tyohar badey jore se banaya jata hai.



Valentine Day waise to pyar karne wale logo ke liye banaya gaya hai Lakin ab isko kai Roop mai banaya jata hai . India mai Valentine day ka zayada Creaz 1992 mai hua tha is din ladka ek ladki ko apne pyaar ka izhaar karke batata hai ya phir USkO koi Greeting card ke jariye purpose karta hai. Valentine day alag alag daiso mai Alag Alag Roop mai Banaya jata hai. Japan mai ladka kisi ladki ko purpose karta hai to Chocolate deker purposes karta hai to kahin India mai ladka kisi ladki ko purpose karta hai to sabse pahle usko ladki ko gulaab ka flower deker phir purpose karega. To aise kafi desh hai jahan par is tyohar ka manane ke alag rivaj ho sacte hai.


Meri Ye Post Jarur Padhe:- 26 January Kyu Manaya Jata Hai

Is din Paschimi Desho ke Bazaro mai Flowers ko leker kafi bheed dekhi ja Sacti hai or kaafi matra mai greeting card milte or to or is din ko lekar kaafi Sadiyan hoti hai to kai baar aisa hota hai 14 February ko hotels pahle he book ho jate hai sadiyo ko leker.


Meri Ye Post Jarur Padhe:- Top 30 Valentine Day SMS In Hindi 

Mai Apke Liye Valentine Week List leke Aaya hu

Rose Day: February 7th, 2019.

Propose Day: February 8th, 2019.

Chocolate Day: February 9th, 2019.

Teddy Day: February 10th, 2019.

Promise Day: February 11th, 2019.

Hug Day: February 12th, 2019.

Kiss Day: February 13th, 2019.

Valentine’s Day: February 14th, 2019.


Taged Line:-

How to make Valentine day, how to make 14 February, Valentine day ki puri jankari,purpose kaise kare, 14 February ko Valentine Day kyu manaya jata hai,14 February kaise ithaas,who is Valentine, kiss day kyu manaya jata hai,kiss day ki jankar,kiss day ke smsValentine kon tha,Valentin day ki puri Janka to Hindi me,roman empire ki jankari,ladki ko purpose konse date ko kare, purpose karne ke tarikh, Valentine ki kahani, Valentine kya hai, Hindi me adhik jankari Valentine day ki,SonuRajput.

1 comment:

  1. bada confusion hai maine socha tha ki valentine day hi hoga lekin yaha to pura romance week hai.

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi