Friday, March 29, 2019

Paytm Se Kisi Bhi Shop Par Money Pay kaise Karte hai


Hello Friends Aaj Mai Aapko Bataub ga Ki Kaise Aap Kisi Bhi Shop Par Paytm Ke Jariye Pay Kar Sakte Hai , Friends Aapko To Pata Hai Jab Se Note Bandi Hui Hai Tab Se Kafi Log Cash lesh Ho Gaye Hai Or Aise Mai Paytm Ka Naam Sabse Pahle Ubhar Ke Aaya Hai . Note Bandi Se Paytm Bahut Popular App Ban Gaya Hai . Note Bandi Ke Baad Aap Paytm Ko kisi  Bhi Shop par Use Kar Sakte Ho , Paytm Wallet RBI Se Verified Apps Hai Jismai Hum  Paise Ki Transaction Securely Kar Sakte Hai .
Paytm Ko Use Karna Itna Asan Hai Jaise Ki WhatsApp Or Facebook Par Chating Jitna Lakin Kuch Aise Bhi Log Hote Hai Jinko Paytm Use  Karna Nahi Aata Hai , Kyuki Maine Khud  Dekha Hai Kyuki Mai Bhi Ek Shop Par Work Karta Hu Jaha Par Hum Paytm Se Payment Receive Karte hai or waha par maine Kuch Aise Educated Person Bhi Dekhe hai Jinko Paytm Use Karna Nahi Aata Hai Or Wo Humse Puchte Hai Ki Paytm Kaise Use Karte Hai Or Isliye Mai Aapko Bata Du Ki Ye Jaruri Nahi Jo Humko Aata Ho WO Dusro Ko Aata Ho . Isliye Maine Socha Na Jane Kitne Aise Log Honge Jinko Paytm Use Karna Nahi Aata Hai To Dosto Aaj Mai Aapko Batane Wala Hu Ki kaise Aap Paytm Ko Use Kar Sakte Ho Or Kaise Aap Paytm Ke Jariye Payment Kar Sakte ho.

Read:-  Paytm Se Flight ticket Kaise Book Kare.


Read :- Paytm Se Railway Train Ki Ticket Kaise Book Kare


AgarAgar Aap Paytm Par News User Hai To Sabse Pahle Aap Hamari Ye Post Padhe Paytm Par New Account Kaise Banaye  , Account Banane Ke Baad Ab Aapko Apne Paytm Wallet Mai Money Add Karne Hogi Or Iske Liye Aap Hamari Ye Post Padhe , Paytm Mai Money Add Kaise Kare

Paytm Se Kisi Bhi Shop Par Bill Pay Kaise Kare


Jaisa Ki Apne Aapna Paytm Account Bana  Liya Hoga Or Aapne Paytm Ke Andar Money Add Bhi Karle Hogi,

TO Ab Aapko Paytm Ke Homepage Par Pay Name Ka Option Milega . Aapko WO option Open Karna Hai.
Paytm Ko pahle Baar kaise use kare


Ab Aapke Samne  2 Option Honge Payment Karne Ke Liye 2 option Honge .

No.1 Enter Mobile Number To Pay
No.2 Sacn Tha Paytm QR Code To Pay
Waise No.2 Wala Option Aapke Liye Easy Hoga Kyuki Aapko Apne Mobile Camera Se shop Wale Paytm Code Ke Najdik Le Jana hai Bus WO Waha Se Isko Scan Kar Lega  Or Aap  Shop Par Payment Kar Sakte Ho .
Paytm Se Shop Par payment kaise kare

Agar Aap Shop Par Mobile Number Ke Jariye Pay Karna Chahte Ho To Aap Mobile Se Bhi Kar Sakte Ho , Iske Liye Aapko Enter Mobile Number To Pay Par Click Karne Se Aapko Shop Wale Ka Number Dalna Hoga or Amount Dalna Hoga , Or Phir Aapko Send Kar Dena Hai  To Aisa Karne Se Aap Paytm Se Shop Par Payment Kar Sakte Hai .

Paytm ka use kaise Karte hai


Read :-  Paytm To Paytm Money Transfer Kaise Kare

Read :-  Atm Card Se Money Transfer Kaise Kare

To Dosto Aisa Karke Aap Paytm Ko Kahi Bhi Kisi Bhi Java Par Bahut He Asani Se Use Kar Kisi Bhi Shop Par Aapne Purchase Itne Ke Payment Kar Sakte Hai. To Dosto Kaise Lagi Mere Jankari Aapko Agar Acchi Lagi Ho To Plz Is Post Facebook Par Jarur Share Kare , Or Apne Sujhav Ke Liye Comments Box Ka Use Kare , Thank You By And Take Care.
Meta tag :-
Paytm Ko Kaise use Karte Hai , 1st Time Paytm kaise use kare , Paytm Kya Hai  ,Paytm mai money add kaise Hoti hai , Paytm in Hindi , Paytm ki Jankari , Paytm mai kya Hota hai , Paytm guide Karne ki Jankari , pahle baar Paytm Ka kaise istmal Hota hai, Paytm ko shop par kaise use kare ,Paytm Se saman Kaise purchase Karte Hai . SonuRajput

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi