Tuesday, March 26, 2019

Chhath Puja In Hindi , छठ व्रत कथा इतिहास


Hello Friends Aaj Mai Aapko Batane Wala Hu Ki Purvi Bharat Mai Log Chhath Puja Kyu Manate Hai Or Iske Pichay Ka Kya Ithaas Hai . To Chaliye Jante Hai Ki Chhath Puja Kya Hoti Hai .

Chhath Puja Ko Sabse Jada Purvi Bharat Ke Bihar , Uttar pardrsh , Jharkhand Jaise States Mai Kafi Hars Ullas Ke Sath Manaya Jata Hai . Chhath Puja Vrat Diwali Ke 6 Din Baad Aata Hai Isliye Isko Chhath Bola Jata Hai . Is Festival ko Bharat Ke Sath Nepal mai Bhi Manaya Jata Hai .

Chhath Puja in hindi

Ye Padhe :-






Chhath Puja History In Hind

PriyeVrat Naam Ka Ek Raja Hua Karta Tha Jiski Ek Patni Thi Or Uska Name  Malni Tha .
Or us Samay Raja Rani Ko Kafi Samay Se Koi Santan Prapti Nahi Hui Thi Jisay WO Nisantan They or bahut Dukhi the . Or Raja Ne Kuch Samay Baad Maharasi Kashyap Se Ek  Yag Karvaya Taki Unko Koi Santan Prapti Ho . Or Yag Ke Kuch Mahino Baad Malni Garbhati Hui Parntu 9 Mahine Baad Unhone Jis Balak Ko Janam Diya WO Mirt  Paida Hua .

Or aisa Hone Se PriyeVrat Bahut Dukhi Hua Or Unhone Suicide Karne Kadam Udhaya Or  Usi Samay Waha Ek Devi Parkat Hui Or devi Ne kaha Mai Sirasti Devi hu or Meri pooja  Aaradhna Se Puter Prapti Hoti Hai , Mai sabhi Manokamana puran Karne Wale devi Hu  , Tum Meri Puja karo Tumhay Putr Ratn ki prapti Hogi ,

Raja Ne Devi Ke Aagya Maan Kar kartik Sukal Sirasti Tithi Ko Devi sirasti Ki Puja Ki Or Jissay Unhe Putr Ki Prapti Hui or Usi Din Se Aaj Tak Chhath Puja Ka Chalan Chalta Aa Raha Hai Mana Jata hai Chhath Puja Apne Putr Ki Lambi Aayu Ke Liye Bhi Kiya Jata Hai

Ye Padhe :-




Chhath Puja Vrat Ki Vidhi ,

Chhath Puja festival Jharkhand , Uttar Pradesh , Bihar Or Bharat Ke Padosi Desh Nepal mai Bade Riti riwaj Se Maya Jata Hai is Din Puras Or Sistri Dono Varat karte Hai , Or Mana Jata Hai Is Din Jo Bhi Devi Sirasti or Suryedev Ka Varat Karega Uski Sabhi Manokamna Puri Hoti Hai , Is Din Jo Bhi Varat Karta Hai WO Subha Subha Sabse Pahle kisi Nadi Ya Nehar Mai Sabse Pahle Ugte Hua Surye Ko pani Chadhata Hai Tabhi Uska Vrat pura Hota Hai .

Meta Tag :-
Chhath Puja Kya Manaya Jata Hai , Chhath Puja in Hindi , Chath Pooja in Hindi ,Chhath Puja Kya Hota Hai , Chhath Kise Kahte Hai , Chhath Ki Jankari , Chhath Kya Hai , Chhath Ki puriJankari Hindi Mai , Chhath Puja festival in Urdu , Bihar Mai Chhath Puja Kyu Ki Jati Hai , Chhath Puja Kaha Kaha Hoti Hai , Chhath Puja Kaise Kare , Chhath Puja In Punjabi , Chhath Puja In English , SonuRajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi