Tuesday, March 26, 2019

Facebook Par Kisne Kiya Aapko Unfriend Kiase Pata Kare


"Facebook Par Kisne Kiya Aapko Unfriend Kiase Pata Kare" ko Aaj Dunia Ka Lagbhag Har Koi Insan Janta Hai Or Facebook Ko Use Karta Hai
Ye Dunia Ki Top1 Chating Social Website Hai Or Facebook Ko Jadatar Chating Ke Madhyap Se Bhi Jana Jata hai Lakin Kuch Aise Bhi Facebook Ke Option Hote Hai Jinko Aap Facebook Mai Nahi Dund Sacte Jaise Ki For Example Kisi Ne Aapko Facebook Par Unfriend Kar Diya Jiska Aapko koi Notification nahi milta Ya Koi Aapke kisi  Facebook Friend Ka Account Delete Ho Gaya hai , Kuch Aise Option Abhi Filhal Facebook Ne Available Nahi Kiye Lakin Features mai Aapko Kuch Aise Option Dekhne Ko Mil Sacte Hai.

Facebook Se Aapko Kisne Kiya Remove Aise Pata Kare
 
Ye Padhe :-
Facebook Page Kaise Banaye
Janiye Hindi Me


1 Minutes Mai Facebook Par Account
Kaise Banaye

Lakin Mai Aapko Kuch Aise he Features Ki Update Abhi Se Deta Hu Aksar Hamre Sath Kai Baar Aisa Hota Hai Koi Hamara Friend Jo Hamse Naraj ho Jata Hai To Humko Jaldi Se Pata Nahi Lagta Hai Ki Usne Humko Unfriend Kar Diya Hai To Mai Aapko Kuch Aise Application Ke Baare Mai Baatau Ga Jiske Use Se Aap Ye Pata Laga Sacte Hai Ki Aapko Kisne Unfriend Kiya Hai Or Kiska Account Deactivate Ho Chuka Hai . To Chaliye Jante Hai Ki Kaise Pata Karte hai Ki Kisne Aapko Facebook ki Friend list Se Unfriend Kiya Hai.


Facebook Se Kisne Aapko Unfriend Kiya Aise Kare Pata

Kisne Aapko Facebook Par Friend list Se Removed Kiya Iski Jankari Ke Liye Sabse Pahle Humko Google Play Store Se Ek Application Download Karne Hogi Jiska Name Hai
Who Deleted Me  Is Application Ko Download Kijiye . Or Ye Application IOS Version Par Bhi Work Karte Hai.

Or Ab Is Application Ko Open Kijiye Or Is Who Deleted Me Par Ek Account Banaiye .

Or Ab Aap Aapne Facebook I'd Daliye Or Login Kijiye . Or Ab Aap check Kar Sacte Hai Ki Kisne Aapko Unfriend Kiya Hai.

Aise He Aap Ye Jaan Sacte Hai Ki Facebook Par Konse Friends Ne Aapna Facebook Account Deactivate Kiya Hai .

Ye Padhe:-
Facebook Se Paise Kaise
Kamaye


Facebook Page Name Kaise
Change Karte Hai


To Aisa Karke Aap Facebook Friend Ke Kuch Khas Status Japan Sacte Hai Jaisa Ki Maine Aapko Is Post Mai Bataya Hai . Or Agar Aap Is Application Ye Jankari Nahi Basil Kar Pa Rahe Hai To Aap humko Comment Kijiye Him Aapki Help Bahut Jald Karenge . or Is Post Ko Facebook or Aapne Dosto Se Share Karna Na Bhule . Thank You By And Take Care Sikhte Rahiye Mere Sath Internet Technology.
Meta Tag :-
Facebook Par Unfriend Ka Kaise Pata Kare , Unfriend list Ka kaise Pata kare , Who Deleted me Kya hai , How to check Facebook Unfriend List , friend Ka Facebook Account deleted Hone Ka kaise Pata Kare , Facebook Account ko Delete Kaise Kare , Facebook Kya Hai , Facebook Ki Mini Jankari , Facebook Ki Kuch Khas Jankari ,SonuRajput.


1 comment:

  1. Agar hum kisi ko friend request bhejte he or vo delete kar deta he... to vaha se add friend aur not now option bhi nahi aata he...Aur hame usko fir se friend request bhejni he to kaise bhejte he...help me

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi