Monday, October 3, 2022

Mahatma Gandhi Jayanti Kyu Manaye Jati Hai ( Full Essay )


"Mahatma Gandhi Jayanti Kyu Manaye Jati Hai" Mahatama Gandhi Jinhe Hum Pyar Se Baapu Bulate Hai Inka Pura Naam Mohandas Karam Chand Gandhi Tha Or Inhe राष्‍ट्रपिता kaha Jata hai . Gandhi Ji Ka Janam 2 October 1869 ko Gujarat Ke Porbander Mai Hua Tha .
Gandhi Ji Ke Pita Karamchand Gandhi Rajkot Ke divane the Or Mahatma Gandhi Ke
 Mata( mother ) Ka naam Putli Bai Tha or WO Dharmic Vicharo Wali Thi.

Gandhi Jayanti in Hindi

Ye Padhe :-
Computer Ka Password Kaise 
Tode In Hindi


1 Months mai bane Karorpati
Jane kaise

ये पढ़े :- महात्मा गांधी जी फॉटो इंडियन करेंसी पर क्यों छापी जाती है

Gandhi Ji ki Suruati Padhai Porbander Or Rajkot Mai Hui Thi or we 18 Age mai Metric Class Pass Karke Beristary Padhne Ke Liye England Gaye . Mahatma Gandhi Ji Ki Saadi 13 Vers Ki Aayu mai he Kasturba Se Ho Gaye The . Jab We Baristar Banke lote to Unki Mata Ka Says unse Udh Chuka Tha .

Sanyog Vas Gandhi Ji Ek Vyapari Ka Mukadma Niptane Ke Liye Daksin Africa Jana Pada or Waha Jakar Unhone dekha Ki goro Dawara Indian logo Par Atyachar Kiya Ja Raha hai . or waha par Goro dawara Unpar Bhi Atyachar kiya Gaya. Unhone Nidarta Ke Sath  Goro Ke in atyacharo Ke Khilap Datkar Samna kiya . Jis say Gandhi Ji Ko Ek Baar Jail Jana pada . or Akhir Mai Unhe Saflta Mile .

1915 mai Daksin Africa Se Lotne par Undone Bharat Ke Freedom Ke Liye Anek Events Mai Bhag Liya . Unhone Angrejo Ke Rolect Act Ka Virod kiya or pure desh Ne gandhi Ka sath diya. Freedom Pane Ke Liye Gandhi Ji Ne Satye Or Ahinsha Ka Marrg Appnaya or ve Anek baar Jail Bhi Gaye Or Unhone SatyaGreh Apnaya . Bihar Ka Nil Satyagreh , Dandi Yatra. Ya  Namak Satyagreh ya Kisan Ka Kheda Satyagreh ,Gandhi Ji Ke jivan Ke Parmukh Satyagreh Hai Gandhi Ji Ne Bhartiyo Ko Savdesi Apnane Ko Kaha Jissay Angreji Hukumat Kamjor Pad Jaye . Gandhi Ji Ne San 1942 mai Bharat  छोडो  Andolan Chalaya Or Gandhi Ji Ki Mehnat Kaam Aai Or Angtejo Ko  Bharat छोडने Par Majboor Kar Diya or Aakhir Mai Bharat Ko Aajadi Mil he Gai Or Bharat Ko 15 August 1947 Ko freedom Mil he Gai .


Ye Padhe :-
Reliance JioFi Latest Update
Hindi news 


15 August Ko Independence Day
Kyu Manaya Jata hai

30 January 1948 Ko Delhi ki Ek Prathna Sabha Mai Jate Samay Nathu Ram Gods Ne Gandhi Ji Par Goliya Chala de Or Wahi Par Mahatma Gandhi Ne He Ram Kehte Hua Pran Tyag Diye . Gandhi Ji Mar Kar Bhi Amer Hai .

Gandhi Jayanti Ke Din Sabhi Schools or Companys or Government employees Ka Chuti ka Din Hota Hai . 2 October Ke Din Delhi Mai Rajghat Jaha par Gandhi Ji Ki Samadhi Hai , Waha Par Rastiye Pati Or Pardhan Mantry Or Bhi Bade neta Unko SardhanJali dete Hai

Meta Tag :-
Gandhi Jayanti In Hindi , Gandhi Jayanti In English , Why Be observed Gandhi Jayanti In Hindi , Gandhi Jayanti Ke bare me Jankari , Gandhi Jayanti kya hai , Gandhi Jayanti Kyu manaye jati hai , Gandhi Jayanti Nibandh, Gandhi Jayanti full essay in Hindi ,Gandhi Jayanti in Urdu , Gandhi Jayanti kaise hoti hai , SonuRajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi