Friday, March 29, 2019

Android Mobile Ke Top 10 Hidden Secret Codes Ki Information Hindi Me


Android Mobile Ko Aaj Kal Sabhi Use Karte Hai Or Isko mai Bhi use Kar raha Hu Kyuki ye Ek Google Ka Software Hota Hai Jispar Mobile Kaam Karta Hai Jisse hum Android Mobile Kahte hai Ya Smart Phone . Lakin Aaj mai Aapko Kuch Aise Secret Code Ki Jankari Dene Wala Hu Jissey Aapko Aapna Mobile Oprete Karne ka ek Shortcut Rasta Mil jaye Ga Or Aap Aapne Mobile Ki Setting kuch Codes Ke Dawara kar Sacte ho Or Aapne mobile Phone Mai Factor Reset kar Sacte hai Bus ek code Dial karne se , Or Mai Aapko Ye or Bata due ki Ye Codes Isliye Banaye Jate Hai Ki user Mobile ke system se Ched-Chad na kar Sake . Lakin kai company inke Backdoor ka Nirman karte hai Lakin Developers ke jariye inko block kar Diya Jata Hai Jo Bhi koi Mobile Company Aapna Mobile Banati Hai to Kuch Function WO Us Mobile mai Hide Rakhti hai Or Unke Secret Code Bana Deti Hai Taki User Unke Mobile ke system se dur Rahe  Isliye Code Ka Use Kiya Jata Hai .  Lakin Mai Aapko WO Sare Code Batane wala Hu Jinko Aap Nahi Jante

Android mobile ke top 10 Hidden secret Codes ki jankari hindi me

Ye Padhe :-
Bina internet ke WhatsApp
Or Facebook Chalaye 


Nimbu se Kare Apne Mobile Phone
Ki battery ko Charge


Android Mobile Hidden Secret codes Information

[ 1 ]

*#*#7780#*#*

Ye Code Dial karne Se Aap Apne Mobile Factory Reset kar Sacte Hai . iske Jariye Aapke Mobile Phone Mai Se Sabkuch Delete Ho Jaye Ga Or Google account bhi Aapka Remove ho jaye ga , Aapka Phone Waisa He Ho Jaye Ga Jaisa Aapka Mobile Bilkul new ho jismai kuch bhi Nahi Hota Waisa Aapka Mobile Ho jaye ga.


[ 2 ]

*2767*3855#

Iske jariye mobile mai firmware Dobara Instal kiya Ja Sacta Hai . or ismai factory reset formats bhi kiya ja sacta hai or mobile phone ki kuch files ko bhi delete kiya ka Sacta hai.


[ 3 ]

*#0228#

Ye Code Dial karne Se Aap Apne mobile phone ki battery  ka Status Jan Sacte hai Ki Apke mobile mai konse company ki battery hai or Kitne Man power ki Hai . Kuch Aise jankari Aap Basil kar Sacte Hai.


[ 4 ]

*#*#4636#*#*

Is Code ke Jariye Aap Apne Mobile Phone ki Normal kuch Basic Jankari Hasil Kar Sacte hai.


[ 5 ]

*#*#273283*255*663282#*#*

Is Code Ko enter karne Se Aap Apne Mobile phone ki media Files ka Full Back up le Sacte Hai .


Ye Padhe :-
Online Movie Ticket kaise Book
Karte hai online


ODI Cricket Match Ki Ticket
Online Kaise Kharide


[ 6 ]

*#*#34971539#*#*

Is Code Ke Jariye Aap Aapne Mobile phone Ka Camera ka Mega Pixel Check kar Sacte Hai Kyuki Pure Mobile Ke Ander Nahi Nahi likha Hota ki ye mobile kitna mega pixels hai.


[ 7 ]

*#06#

IMEI ( International Mobile Station Equipment Identity ) Number  Se Aap Aapne Mobile Phone ke imei number check kar Sacte hai .


[ 8 ]

*#*#7594#*#*

Is code ko dial karne se Aapka Mobile Automatic Switch Off Ho Jaye Ga Iske Liye Aapko koi Option Select Nahi karna Padega.


[ 9 ]

*#*#1472365#*#*

Is Code ke Jariye Aapko Apne Mobile ka  GPS Text Karne ko Dikhega .


[ 10 ]

*#*#225#*#*

Is code se Aap Aapne mobile phone ka Event Calendar Status Check kar Sacte hai.

To Dosto Ye The Top 10 Hiddens Secret code Android mobile ke . Inke use Se Aap Shortcut Aapne Mobile par Work Fast Auction kar Sacte ho , Or muje umeed hai Aapko meri ye Post Acchi Lagi Hogi To mujhe comment jarur Kare or is post ko Facebook or Apne Friends se Share karna Na Bhule . Thank you Take care Sikhte Rahiye mere sath Internet Technology.
Meta Tage :-
Android mobile phone ke secret hidden code ki jankari Hindi me, hidden code Kya Hote hai, Secret mobile code konse Hote hai , Mobile ka imei kaise check Kare, Mobile phone ko reset karne ka Code konsa Hota hai, top 10 hidden code ki jankari, Mobile ka GPS text kaise check Kare, Mobile ke codes ki jankari , Who is mobile phone codes information in Hindi,SonuRajput.

1 comment:

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi