Monday, October 3, 2022

Whats App Pai Auto Media Download File Ko Stop Kaise Kare


Hallo Friends, WhatsApp Aaj dunia ke 100 ℅ Generation mai se 80 ℅ present Generation isko use bahut Acche se karti hai , or whatsApp ko Acche se jante bhi hai . Lakin kuch aise bhi new users hai jinko what's App ka itna malun nahi hota hai. Or wo 20 present people aise  bhi hote hai Jo what's App new hote hai . laikin unko what's App ke function ke baare mai jyada pata nahi hota hai or unke samne big problems create hoti hai . Jo problems unko Aati hai wo Hai *Auto Media Download*  Jab whats App par koi new user hota hai to usko sabse pahle what's App par Auto media file download ki problems Aati hai. Jaise Apke Whats App group mai koi video Aai ya fhir Koi image Aai Apki Bina Anumati se Apne App download ho jana.Jiske Karan Aisa hota hai users ke mobile ka Sara INTERNET data use ho jata hai or uske Baad Uska Main Mobile ka Balance katane lagta hai. Or Aise Problems sabhi Ko Aati hai or mujhe bhi What's App mai Sabse Pahle yahi problems Aai thi or mere mobile ka kafi balance bhi kata tha .

To Chahiye Dosto jante hai kaise WhatsApp par se Auto Media download ko kaise band karte hai :-

Sabse Pahle Aap WhatsApp Ko Open Kijiye .

Ab Apko WhatsApp Ki *Setting* Ko Open Karna hai.


www.sonurajput.com


Jaise He Aap Setting  ko open karenge Waha par Apko * Chats And Call* Par Click Karna hai Or usko open karna hai.



www.sonurajput.com

Jaise he Apke samne Dusra function khulega Usmai Apko * Auto Media-Download* ka Option milega Or Apko wo Open karna hai.

www.sonurajput.com


Ab Apko Waha par * When Using Mobile Data* ka Options Milega or Ye bhi Open karna hoga.


www.sonurajput.com


Ab Apke samne ye Functions honge *Audia , Video , Image , Documents* Ab Apko inke Check box ko empty karna hai us par click karke. Aisa Karne se Apko Agey bhavishye mai Auto matic koi bhi file download hone ki problem nahi Ayegi.

www.sonurajput.com


To Friends Ab Apko pata chal gaya hoga ki new user ke liye ye kitni big problem hai . or isko kaise stop karte hai. Agar Apko meri ye post Acchi lagi to plz meri is post ko Facebook or Apne friends se jarur Share Kare Or mujhe Comment karke bataye is post ke Baare me .Thank You

Meta Tage :-

How to stop auto media download file on whatsApp in Hindi,how to stop auto video image download on whatsApp,video image ko Apne Aap download hone se kaise roke, whatsApp ki auto download file ko kaise stop Kare, new USSR whatApp pai jisko Janna hai jaruri ye Batey,whatsApp jankari, WhatsApp kya hai, What's App par Auto media download file kya hai, What's App ki kuch basic jankari new USSR ko janna hai bahut jaruri,mini jankari whatsApp , how to handle  whatsApp on new users, SonuRajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi