Friday, March 29, 2019

R.T.I Kya Hai Puri Jankari Hindi Me


"R.T.I Kya Hai" RTI ka Matlab Agar apko Nahi Pata hai to Aap meri is article ko last tak padhiye or is post mai apko wo sari baat batau ga jo RTI  mai hoti hai

RTI ek Suchna Ka Adhikar Adhiniyam hai Jiske Jariye Har nagrik ko Savidhan duvara ek Hak diya gaya hai jiske  dawara wo kisi bhi sarkari vibhag office department jankari mang sacta hai.or us sarkari vibhag ko RTI ki application ka javab 30 din ke ander dena hoga .

RTI har nagrik ko Suchna ka adhikar mangne ko sasact karta hai taki us jankari ka wo upyog kar sake. RTI Bharsta Char Ke Khilaf Kaam Ane wala Adhiniyam hai. RTI mai Aap Bharsta Char ke Khilaf bhi Awaj Udha sacte hai

RTI Mai ham wo sari jankari jan sacte hai jo sarkari vibhag ke ander mai Aati hai .
Jaise Ki Rasan Ki Dukan Par Kitna Rasan Aya Or Kitna Bata Gaya

RTI mai hamko aise jankari mangni chahiye jiska hamko janne ka adhikar ho jaise ki Aap Ke Sehar Mai
Koi Sadak na Nirman Ho Raha Hai . To Apko to nahi pata ki is nirman mai kitne Paise Sarkar ka lage or kitne paise sarkar ke Bache To Aap RTI Ke Jariye sarkar se puch sacte hai ki is sadak yojna mai kitne rupay ka kharcha aya hai.

Lakin Bharat Sarkar surkash Samandhit jankari or kuch Gopaniy Jankari RTI mai Nahi Deti Hai. Hamko Aise jankari Nahi Mangni Chahiye Jo kisi ki niji jindgi ko Affect Karti ho. Jaise PF Fund , Passport , Pension , Bank Balance, Hamko Aise jankari nahi mangni Chahiye. Online RTI Application Submit Karne ke liye is link ka paryog kare https://rtionline.gov.in/


 Ab Apko Pata Chal Gaya Hoga Ki RTI   Kya Hoti Hai, Agar apko rti se related kuch puchna ho to aap mujko Comment BOx ke jariye Puch sacte ho. Thank You

Meta Tage :-

Right To Information Act 2005,What Is RTI, RTI WIKI, RTI KNOWLEDGE, RTI ki jankari, rti kya hai, rti ka kya matlab hota hai, RTI HELP, RTI madad, STOP Bharsta char, RTI Aam Admi Adhikar, RTI Suchna, RTI in HINDI, RTI in URDU, RTI IN English, RTI ki puri jankari hindi me,RTI jankari, RTI2005,SONURAJPUT.

6 comments:

  1. Sir agar hum Koi jankari RTI kai throw kisi department sai Le rahe hai to hame uskai liye kya karna hoga or kis tarah sai leni hogi or kitna money ka kharcha hoga

    ReplyDelete
    Replies
    1. Iske liye Apko Online Form Fill Up karna hoga or Is application ki Fee Rs.10 Rupees . Application form apply karne ke liye Maine Is Post mai Link Diya Gaya Hai Usko Follow kare

      Delete
  2. Sir. Ek ladka homeguad me bharti hua hai jabki IG ke aadesh anusaar bharti band hai kya main rti le skta hu

    ReplyDelete
  3. SIR. MAI GRAM PANCHAYAT ME HAMARE GAON ME STONE PLATE KI N.O.C KI JANKARI KE LIYE RTI LAGAYA THA MAGAR PANCHAYAT WALE EK MAAH BAAD NAHI DEYE HAI AAGE KANHA AAVEDAN KARU..

    ReplyDelete
  4. Sir agar jb koi private institutions mere sath dhokha kre to kya mai uske khilaf rti lga skta hu

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi