Tuesday, March 26, 2019

Oxigen Wallet Ko Load Karke Online Recharge Kaise Kare Janiye Hindi Me


Hello Friends How Are You, kya apko pata hai ki oxigen wallet ko load kaise karte hai agar nahi pata to Aaj mai apko ye batane wala hu ki oxgen wallet ko kaise load karte hai , or isko load karna kyu itna jaruri hai. to dosto Oxigen ek aise service hai jo online mobile recharge ke sath online shoping or online electricity  Ka bill online pay karti hai , kyuki Agar apko Oxigen wallet load hoga to app iske jariye online shop bhi kar sacte hai or to or iske wallet se shop karne mai apko points bhi milenge jiske madad se app or shoping kar sacko , or oxigen wallet service apko time time par online shoping ke offers bhi deta hai jiske jariye apki shopping or bhi sasti ho jati hai . To chaliye Batey ab maine apke sath kafi kar li ab mai apko is post ke main Title par leke Aata Hu Or Ab jante hai ki kiase ap isko load kar sacte ho asani se.



Oxigen Wallet Ko Load Kaise Kare

Sabse Pahle Aap Oxigen ki Application download kijiye play store se Ya fhir Aap iski Website ko open kijiye website ko open karne ke liye aap is link ko use kare Oxigen Wallet


Maine Oxigen ki WebSite ka use kiya hai to mai apko website ke jariye apko Apko Batau ga

Agar Aap Application Use karte ho to apko same yahi karna hai jo mai apko is Post mai Batau ga Okk

Sabse Aphle humko oxigenwallet ki  website ko open karna hai

Ab ap ismai login kariye Agar apki id nahi hai to sabse pahle apko apna Account Banana hoga

Or uske baad apko login hona hai

to ab apke home page par Load Money Ka option hoga or isko click kariye

Ab ismai Apna Amount daliye jitna apko chahiye Or phir apke mobile number par ek one time password yani ki otp ayega usmai ek code hoga wo apko ismai dalna hoga



Ab apko wo Madhyam select karna hai jiske jariye apko apna wallet load karna hai

maine to debit card ka use kiya hai To amin apko debit card ke bare mai batau ga

Apko apna debit card ki wo sari information dalni hai jo apke card par de gai hai


Ab ap isko process kar dijiye or Ab apke mobile par bank ki taraf se ek OTP ka pasword ayega or us pasword ka code apko enter karna or apka wallet load ho jayega .


Oxigen Wallet Se Online Mobile DTH Ka Recharge kaise Kare


Oxigen App Download Karo Or Rs.50 Ka Recharge Free Karo Download karne ke liye Is Link Par Click Kare Click Here

Ek Baar apka Oxigen Wallet Load Successful Ho jaye to apko  koi bhi recharge karne mai bilkul bhi time nahi legega or apka koi bhi recharge bilkul Asan ho jaye ga. Or mai ab apko batane wala hu ki kaise hum Apne oxigen wallet se recharge kare

Mai apko dth ka rechage karke batau ga ki kaise karte hai recharge wallet load hone ke baad

Sabse pahle apko oxigen ki website ke homepage par ana hoga or apko usmai DTH ko select karna hoga

 
Sabse pahle Apko Opreter select karna hai Jaise Mai Dishtv ko Use karta hu

Ab apko  Apne DTH ka Number Dalna Hai

Ab apko jitne ka recharge karna hai Wo amount Daliye Or isko Continue Kar dijiye.

Ab apke Samne Order Summary Ayegi usko Check kare

Agar sabkuch dhik hai to  Isko PAY NOW kar dijiye

Or Apka DTH ka rechage Successful ho jaye ga


To Dosto Kaise Lagi Meri Ye Post Apko Agar apko meri ye post acchi lagi to plz isko facebook or google+ par jarur shear kar or mujko comment karke bataye meri ke bare mai Thank You.

Taged Line:-

How To Load Oxigen Wallet. How to Use oxigen wallet in shopping mode.how to recharge dth with oxigen wallet use. Oxigen allet kaise load kare, dish tv ka recharge kaise kare,tata sky ka recharge kaise kare, airtel ka recharge kaise kare, sun direct ka recharge kaise kare, bigtv ka recharge kaise kare, wallet ko kaise load kare,oxigen wallet kya hai,oxigen wallet ki jankari,dth ki jankari,SonuRajput.

5 comments:

  1. Sir mobail recharge krne me bhi koi point milta hai please replay fast

    ReplyDelete
  2. Wallet lock ho jay to usko kholne ke liy kya kare jis number se id bani hui h or us wallet me paise h to usko open karne ke liy kya kare

    ReplyDelete
  3. इसकी बेहतर जानकारी के लिए आप Oxigen कस्टमर केअर में कॉल करे +91 124 6688333 वो आपको बेहतर जानकारी Provide करेंगे

    ReplyDelete

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi