Friday, March 29, 2019

Computer Laptop ke Folder ya File Ko Kaise Hide Karte hai


"Computer Laptop ke Folder ya File Ko Kaise Hide Karte hai" Dosto Kai Baar Hamre laptop ya computer mai kuch aise content Hum  Rakhte hai jisko hum kisi or ke sath shear nahi karna chahte  Or usko hum private he rahna dena chahte hai , lakin hota hai ye hai ki wo private files logo ki nazar mai aa jati hai wo phir secure nahi rehta or nba he private rahta hai . to aise mai ap kya kare wo mai apko is post mai batane wala hu ki kiis parkar hum apne computer ya laptop mai kisi bhi file ho kaise chipa sacte hai. To Chaliye dosto aate hai is post ke Title Par.

www.sonurajput.com


Meri Ye Post Jarur Padhe:-  How To Take Data Internet Loan In Zero Balance


Step One.

Sabse pahle Aap Apne My Computer Ko Open kijiye

Or usmai Sabse Uper Corner Par Organize Ka Option Milega Usko Open kijiye

Or usmai apko Seasrch And Folder Ka option milega usko bhi open kijiye




 Ab apko Sabse pahle View Ke Option ko click karna hoga or view mai apko File and Folder ke niche Dont Show Don`t Show Hidden File,Folder Or Driver-On Ko select kare Or isko Apply Kar de




Or Ab apko Jone Se bhi file ko hidden karna hai us file  us ko select kijiye or uske uper apne mouse ka right batten press kijiye or uske property ke ander Aaiye Or Usmai Hidden ko Click kijiye or isko apply karke ok kar dijiye.


Or apki file Ab kisi ko Nahi dekhi gi Wo Ab hidden ho jaige.

meri ye post jarur padhe :- Name ki ringtone kaise banye

Dosto Kaise Lagi meri ye post apko agar apko is post se related kuch mujse puchna hai to plz app mujay comment box mai apna comment submit kijiye or hum apki jald help karenge Thank You


Taged line :-

Kisi bhi file ko hide kaise kare , hide karne ki puri jankri hindi me, computer ki file ko kaise chupaye, laptop ki file ko kaise chupate hai, video ko kaise hide kare,mp3 audio ko kaise hidden kare, kisi bhi software ko hidden kaise kare,hidden karne ki jankari,SonuRajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi