Thursday, March 28, 2019

Hike Messenger Kya Hai ? Janiye Hindi Mai


"What Is Hike Messenger In Hindi" Dosto Hamara Aaj Ka Topic Hoga ''Hike Kyu jaruri Hai"  Or Aaj Kal Hike bhi Utni He Mashoor Hai Jitni What's App Or Fecebook Kyuki Hike Bhi Ek Social Website Hai. Hike Messenger App ek Indian Application Hai Jiska Update India Se Hota Hai.

Is Applications ka Vikas isliye Hua tha Kyuki Hum Indian Aajkal Videshi App Bahut Use Karte Hai Jaise Maan lijiye Kaam se Kaam 50 core Bhartiye Naagrik WhatsApp Messenger Ka Use Karte Hai Ye Ek Paid Application hai Jo saal ka $1.00 Dollar Leti Hai To Har Saal Kam Se Kam Hamare Desh Se $50 core Dollars Hamare India Se Kisi or Desh ke Account mai Chale Jayey hai. Isliye Indian Government ne Ek Aise Application banai Jo Same WhatsApp Ki Jaise Ho Or WhatsApp se Behter ho. Or Isi Soch ke Adhar Par China or Japan Ne Apni khud ki Desh ki Same WhatsApp Jaise Applications banai China ne line ki Application banai or Japan ne WeChat Banai .

To Dosto Ab Apko Samaj Aa gaya Hoga Ki Kyu Jaruri Hai hamey Hike ka use Karna.



Hike Messenger Kya Hai

Hike Messenger App ek Social Chat Application Hai Jo Google play store par Uplabhad hai
Iske Jariye Hum Apne baato ko Likh kar Aadan Pardan Kar Sacte Hai Or Ismai hum Voice SMS Bhi Kar Sacte Hai Jo ki Bilkul Free Hai . Or Abhi Hali mai Hike ne New Update Version nikala Hai Jissay Hum Online Internet Audio Calling Kar Sacte Hai Bilkul free mai Iske Application ke Ander Sekdo Animation Stickers Mojud hai Jiske jariye hum Apni baato ko Shortcut ke Jariye Bata Sacte Hai or Hum iske Ander 1000 members ka Group Bhi Bana Sacte Hai Or Ek Sabse Achi Baat Jo Mujhey or Apko Acchi lagegi Hum Hike Ki Madad se Offline chating bhi kar Sacte hai offline chating ke liye Hamey Apne Hike Application mai WiFi Direct On Karna Padta Hai Jaise he Aap isko on karoge To ye 100 meters ke Area ko Covered karega uske Ander jitne bhi Apke Friends hai Aap un Sab Se Offline chat kar Sacte ho Video Image Ya Movie File Size Bhi Transfer kar Sacte ho

Hike Messenger Ki Jankari

Hike Messenger Application Sabse Pahle 12-December-2012 Ko launch Kiya Tha . January 2015 Mai Ismai Voice Calling Ka Update Aaya Tha Or Is Application par  Aap 2G , 3G , Ya WiFi par Bhi Clearly Voice ka Anubhav Hota Hai Or Sabse Acchi Baat Ismai Group voice calling mai 100 Conference Group Mai ek Sath Kar Sacte Hai. Hike Messenger Application ki Industry Internet hai.isko hum  Android , Window , iPhone , BlackBerry , Symbian , Jaise Smartphone Par Use Kar Sacte Hai. Hike Messenger Application ka Type Instant messaging or Voice over IP Hai. Hike Messenger Applications ki Website Www.Get.hike.in Hai. Ye Ek Runing Application Hai, Or Isle Ander CricBuzz ka Gadget Ismai In build hai Jo hamey latest Cricket match ke score ka update Batata rehta hai.Or Hike Messenger Application ka License Freeware ka Hai Jiska Matlab Hai Ye Application user ke liye Bilkul Free Hai.


Taged Line,
Hike, Hike Messenger Application, hike download, what is hike , hike ki jankari , hike kaise chalaye, hike in Urdu, hike in Hindi , Hindi mai hike, hike ko kaise download kare, hike ki general knowledge, hike information, www.get.hike.in , Indian hike information, hike is Offline, hike chat, Sonu Rajput

2 comments:

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi