Monday, November 9, 2015

UPSC CDS Form Ko Kaise Apply Kare


Hallo Dosto aj mai apko is post mai batau ga ki ap kis parkar UPSC CDS ka form online apne jariye apply kar sacte hai wo bhi matre jo ismai apse draft fee maagi hui hai usmai


Upsc Ki Requirement kya hai

ismai apke pass Bachelor of Art ki Degree Honi Chahiye kisi bhi university ki
is image mai ap upsc ki vancies post dekh sacte ho
this screen shoot www.sarkariresult.info
  UPSC ki Application Fee Kya Hai
  • General Or Obc Walo ke liye Rs.200/- rupay hai
  • SC & ST Female Ke Liye Ye Free Of cost hai Rs.0/- Rupay



UPSC ki Important Date kya hai
  • ye form  07/11/2015 ko ye form nikla tha
is form ko apply karne ki akhri tarik hai 04/12/2015




  • iski exam ki tarik hai 14/02/2016
  • Admit card apko mil sacta hai kariban janvari ke 1st ya 2nd week ko
  •  UPSC CDS KO Kaise Apply Kare
    Dost is post ke bare mai maine apko sabhi parkar ki detail de di hai or apko pata lad gya hoga ki apko is form mai kya kya important hai. to ab mai apko batau ga ki ap kis parkar UPSC CDS ka form apne app apply kar sacte hai
     To Sabse Pahle Hume UPSC ki website par jana hoga website par sidhay is link se jane ke liye yahan par click kare  Click Here

    jaise hi app upsc ki website ko open karoge to apko Part-1 Registration Ko apply karna hai kyuki ye post apko registration ke liye batai gai hai



    Ab apke Sampne Vistut Inudesh ko dyan se read kar le or YES ko click kare 
    abapke samne ye page open hoga kuch is trah ka


    1. Sabe pahle apko apna naam dalna hai jo apki DMC certificate mai ho waisa hi
    2. Gender ko select kijiye app boy ho ya girl
    3. apki date of birth wahi jo apke certificate mai ho
    4. Father Name Daliye
    5. Mother Name Daliye

    Apki Nationality Ko Indian Hi Rahne Dijiye




  • ager ap sadisuda hai to marriage ko select kijiye warna unmarriage ko select kijiye
  • Ab apko apni cast ki category  ko select karna hai
  • Ager ap alpsankhyak hai to apko yes select karna hai ager nhi hai to no ko select kijiye
  •  ye no hi rahega 



  • UPSC Address
    Ab apko Address dalna hai LIne 1 Line2 Or Line 3 mai apko apna adha adha address dalna hai
    or apko apni city batani hai or apko apna state batate hu apko apna area code bhi dalte huy
    apko apna 10digite mobile number dalna hai 
    Or Apko Apne Email Id Dalni Hai ( Email Id Banane Ke Liye Yaha Par Click Kare )
    ab apko same yahi email address dalna hai jo apne abhi dala hai
    Ager ap koi dusra bhi email id use kare hai to apko wo bhi dalna hai

    Ab Ap is Form ko Continue kare 
    UPSC Specific for combined defence Service Examination
    Ab apko DGCA india ko no select karna hai
    Perfermances  mai apkoima mai 0 zero dalna hai na mai apko0 zero dalna hai Afa mai apko zero dalna hai or OTA mai apko 1 one dalna hai

    or fhir and mai apko continue par click karna hai


    ab apka avedan savikar kar liya jayega UPSC ki website par Ye Part_1 Ka Registration tha
    or UPSC Ka  part 2 ka registration kaise kare Visite karte rahiye hamre is blog par  www.sonurajput.com

    More Tag Line
    UPSC CDS Form ko kaise kare apply,How to fill up UPSC CDS Form,Sangh Lok Seva Ayog form online apply,Union Public Service Commission online apply this form, upsc ki jankari, upsc post information,sonurajput.

    No comments:

    Post a Comment

    Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi