Saturday, November 7, 2015

MPPCS Online Form Kaise Apply Kare Hindi Me


MPPCS State Service Prelim Examination Online Form 2015

Ye Form Madhya Pardes ke yuvao ke liye hai jo 18+ age ke hai or Bachelor ki degree kar rahe hai ya kar chuke hai

 Total Vacancies 358 post

this screen shoot capture by www.sarkariresult.info


To mai apko is post mai batau ga ki hum kis parkar MPPCS ka Form Online apply kar sacte hai meriis post ki step by step se or screen shoot image ke jariye


To sabse pahle humey Madhya Pardesh ki Official  Website Par Visite Karna Hoga www.mponline.gov.in


Mai apko directly link bata deta hu jis se app online page form pai pahuch jaoge Click Here To Apply

Ap is link Ko open kar lijiye

Ab Apko 1 Nuber wala form Select karna hai uska naam hoga
State Service Prelims Exam 2015 ke niche Click Here To Apply Likha Hoga Us Par Click Karna Hai

Ab Apke Samne Candidate Declaration/Avedak Ki Goshna Ka Page Hoga
Ab apko ek mini box ko click karte hua Accept Butten par click karna hai


ab Apke Samne Ye Page Open Hoga
ab apko Ismai Kuch Apki genral information dalini padegi apko jaise
ki apka name kya hai
apka father name kya hai
apki date of birth kya hai
kya ap madye pardes ke nivasi hai ismai apko yes karna hai ager ap madhya pardesh ke nivasi hai
ab apki cast ki category ko select kijiye
ager ap vivhahita hai to yes ko select kijiye or apni information daliye apki marige ke about ke
ager ap marriage nahi hai to no ko select kijiye or apko koi information nhi dalni padegi
  

MPPCS Online Form , Anye Vitran

Ab apko ismai anye vitran batane hoge apne bare mai
sabse pahle apko batana hoga ki
Kya Avedak Ko नि:शक्तता Parmand Patr,सक्षम प्राधिकारी,Jila Chikitsa mandal duvara jari kiya gya hai
hai to apko yes karna hai ager nhi kiya gya hai to apko no select karna hai



ab apko kuch apni madhye pardeh ke nagrik or sarkari karye hetu information batani hai
 MPPCS Online Form , AyuSima Protsahan Savrup Dey
Ab apko Apni Ration card ki kuch bate or apne jati ki kuch baten batani hai
jaisde ki apka jo rasn card hai wo green hai ya koi or colur ka hai ager green card hai to yes ko select kijiye warna no ko select kijiye

ager ap picchedi jati mai ate hai to apko ismai ayu age ki kuch chuut mil jaigi ager ap pichedi jati varg mai ate hai to ap ko yes select karna hai varna apko no select karna hai
MPPCS Online Form, Parambhic Pariksha Kaindry
Ab Apko Aise 4Char Center Select karne hoge jo apke city ke najdik taki apko wahan par jane mai adhik samay ya ek do din na lage to apko wahi center select karna hai jo apke near about ho

ab apko apni

शैक्षणिक योग्यता

 ab apko apni yogta yani Qualification ke bare mai bata hai ki apne kahan tak study ki hui hai to apko kuch aise he information dalni hai 

सेवा का विवरण

 ager apne is form ami seva vitran ka option no kiya hua hai to apko kuch bhi nhi dalna ager apne seva vitran yes kiya hua hai to apko seva vitran ke bare mai dalna padega

 


 MPPCS Online Form, MPPCS Online Form Vartman Pata
Agar apka koi purana pata hai to apko wo purana pata dalna hoga ager nhi hai to rahne dijiye


MPPCS Online Form, Sathai Pata

ab apko wo address dalna hai jahan par ap abhi rah rahe ho

 MPPCS Online Form, Image or Signature Upload
ab apko apni image passport size ki upload karnbi hai hai jo ki kam se kam one month ki update ki hui ho
or apke signature ki scan copy upload kijiye jo ki ap ke certificate se match ho jaye
 

 

 Very Important email id this form
ab apko apna mobile dalna hai jo ki bahut jari hai or usay jaruri apki email id hai uske bina ye form adhura hai ager apke pas koi bhi email id nhi hai to to ap yahan par click kare create email id

Ab Apko And mai submit karna hai form ko 
or submit karne ke bad apko apna ragistration number mil jaye ga or phir apko payment mode aye ga apko select karna hai payment mode ko jis se app payment karna chahte hai ager ap challan ke jariye payment karvana chahte hai to ap us payment challan ka print out karwa ke apke najdike bank se challan karwa le 



Ager vapko is form mai kisi bhi parkar ki problam aa rahi ho to ap mujko comment ke jariye bata sacte hai mai apki puri kosis karuga help karne ki thanyou plz cooment this post me

More Tag Line
MPPCS Online Form Kaise Apply Kare Hindi Me,How To Fill Up This Form MPPCS Online Form hindi me,
kaise kare apply MPPCS Online Form 2015, MPPCS Online Form ki information,MPPCS Online Form post information,Madhya Pardesh Public Service Commission State Service Pre Examination 2015,MPPCS Online Form janiye is post ke bare me,sonurajput.

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi