Tuesday, October 27, 2015

UPSSSC Lover 2 Ka Form Kaise Kare Online Apply Jaaniye Hindi Mai


Uttar Pradesh Subordinate Services Selection Commission,Lucknow 2015

  UPSSSC Lover 2 Ko Kaise Kare Online apply Jaaniye Hindi Mai Lucknow,How To Apply UPSSSC Form Online Your Self, Jaaniye Ki Kaise Bhare UPSSSC Ka Form online Apne Ap Se.

Hallo Dosto Aaj Mai ap ko is post mai batau ga UPSSC ka form kaise kare apply kare wo bhi apne jariyeasan tarike se
to sabse hamko up ki website par jana hoga jo ki hai Click Here To UPSSSC Website



UPSSSC Application Ki Important Dates Or Jankari, UPSSSC Ki Total Vacancies 690 Posts


Candidate Personnel Information


Apka jo naam hai wo daliye

  • apki mother name daliye
  • apke father name daliye
  • ager ap up mai rahte hai to yes ko select kijiye ager nhi rahte to no ko select kijiye
  • isko yes kar dijiye

  • isko bhi no hi rahne de
  • ager ap handicap hai to yes ko select kijiye warna no ko select kijiye
  • ismai apko yes select karna hai
  • ager ap koi govt emp hai to yes kariye warna no ko select kijiye
  • ismai apko apni category ko select karna hai
  • ap ki jo certificate ki d.o.b hai wo hi dalni hai
  • gender ko select kijiye
  • ager ap sadisuda hai ti yes ko select kijiye ager nahin hai to no ko select kijiye
  • apka 10 digit mobile number daliye
  • and mai apki email id dalni hai ( Email id banane ke liye yahan par click kariye )





  • High School & Intermediate Bord,Year Of Passing & Roll Number

    Ab apko yahan par apki padhai ki jankari deni hai
    To sabse pahle Bord ko drop down menu se apne state ka bord select karna hai
    Year Of Passing mai apne apni high class ko kab pas kiya hai wo tarik dalni hai
    apke high school ka roll number dalna hai
    apne total mai se kitne nuber liye hai wo dalna hai

    Ager apne Intermediate bhi kiya hai to  bord name ke niche wale box ko click karo or jaise ki high school ki detail dali hai waise hi isko bharna hai



    Apply For Post

    Apko jonse bhi post chahiye usko select kar lijiye or us post ke anusar usmai apne jankari daliye and last mai submit baten par click ka dijiye


    Registration complete

    Jaise Hi Apka ragitration complete hoga to apke pas ek ragistration number mil jaye ga or apko us ragistrtion ke jariye apko fess complete karwani
    Jaise ki dosto apka ragistration complate ho gya to ab apko uski pay  karni hai to dosto apke pas ek ragistration nuber hai ap us ragistration se payment karwa sacte ho ap apne najdiki computer form wale ke pas jaye wahan se app payment karwa le,

                  Thank You To Read My Post
     Dosto kaise lagi meri ye hindi mai post apko plz comment mai ap mujay batay ki kaise lagi meri ye post apkoor koi bhi saval javab chahiye is post ke bare mai to ap mujh se puch sacte hai

    No comments:

    Post a Comment

    Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi