Sunday, October 25, 2015

Kaise Apply Kare CBSE UGC Net Ka Form Online Jaaniye Hindi Mai


Kaise Apply Kare CBSE UGC Net Ka Form Online,How To Apply Online CBSE UGC NET Form Online 2015.
Halllo Dosto Mera Naam  Sonu Rajput Hai Aaj Mi apko is post mai batau ga ki kis parkar hum cbse ugc net ka form onine apne App online kar sacte hai ager app ye form market se apply karoge to market mai apse Draft=200 rupay le lange to janiye is post mai app kaise online kare ugc net ko

Iski SHort Detail Notification Jaan Lete Hai

Is Form Ko App 01/10/2015  tak submit kare
Last date 1/11/15 hai
iske Exam  27/12/15 Ko Honge
Admit Card Show on December 


Iski Fee Kitni Hai Kis Varg Ke Liye
Genral 600
OBC ki 300

Age Limit 1/12/15 tak
Maximum Age 28

Eligibility
Post Graduation Pass honi Chahiye kisi Bhi University se india mai


Sabse pahle Humay Is Link ko Open Karna Padega Apply CBSE UGC NET EXAM
App is link ko open karoge to ap samne ye window open hogi

Ab Apko Examnation ki kuch genrel informatin detail dalni hai
Jaise App kis Post ke liye Apply Kar Rahe Ho Wo App ko select karna hai
ab apko apne 4 exam center choose karne hai
Or phir uske baad apko genral detail dalni hai apne or family ke bare mai


Ab apko Apna Mailing address dalna hai jaise ki apka adress city/village/town



ab yahan par candidate addresss dalna hai

OrDetail of Educational Qulification Yahan Par apko Post graduation examination ki detail dalni hai or apne kab apni pg complet ki wo year dalna hai



 Drop Down menu Ki sabhi Information sahi dalne ke baad apko New Password create karna hai 
or ap ko kuch is trah se pasword ko create karna hai Jaise Sonu@9068 kuch aisa hi pasword apko bana hai. or Security Answer dalna hai or text image ki pin ko text box mai dalna hai or next par click karna hai



Ab Ap Check Kar Lijiye ki jo apne information dali hai wo sahi hai ya nhi
or sabkuch check karne ke baad apko next Final submit Par click karna hai

 

 Ab Last Mai  apne photograph or signatur submit karna  submit karne hai
 
 Submit karne ke baad ab ap payment mode pay aa jaoge ab apko select karna hai ki ap kis trah se payment karna chahte ho ismai apko onlline payment ke 3 method paye ge  no.1net banking
No.2 credit card no.3 Dabit card

Ager ap Challan Deposit Karwana chate hai to ap wo bhi Select kar secte hai ismai apko ICIC,HDFC,CANERA.SYNDICATE .in banko ka app challan deposit fess karwa sacte ho



Merit Sabhi Posto Ko Read Karne Ke Liye Yahan Par Click Kare Click Here

No comments:

Post a Comment

Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi

Newer Post Home