Sunday, October 25, 2015

Haryana Ssc Ka Form Kaise Online Apply Kare Jaaniye Hindi Mai


 Haryana Ssc Ka Form Kaise Online Apply Kare Jaaniye Hindi Mai,how to apply haryana ssc form,Haryana Staff Selection Commission,apply ssc online, how to apply ssc,




Hallo Dosto Apko mai Aj Is post mai batau ga ki kis parkar app apne ap Haryana Ssc ka form apply kar sacte hai apne gher par mobile ya computer ke jariye


To dosto sabse pahle hamey hry ssc ki website ko open karna hai ap yahi se mere blog se open kar sacte hai form apply karne ka link hai

Click Here

Jaise he ap is link ko click karoge to ap ke pas ye page open hoga
jismai apko sabse pahle ragistration karna hoga
  


 How To Ragister haryana ssc form 2015

Jaise he ap register par click karoge to apke samne ek form khulega  
Ab apko sabse pahle title ko select karna hai
apna name dalna hai
gender select karna hai
mobile number dalna hai

email id dalni hai
ab apko pasword banana hai kuch is trah ka apka pasword hona chahiye sonu@9068
Wahi pasword dubara dale
or Question ko select kare
ab apko question ka answer dalna hai
or ragister karna hai
Or Ragister karne ke baad apko user id mil jaye gi or pasword 
to ab ap isko login kar lijiye



Ab apke samne ye page open hoga  ismai apko1-5 tak saari jankari dalni hai

Ab ap personal Information Par AA Jaiye
  1. apna naam daliye
  2. gender ko select kijiye
  3. apna father name daliye
  4. apna mother name daliye
  5. apni date of bith daliye
  6. marital status ko select kijiye
  7. Nationality ko indian he rahne dijiye
  8. apna area select kijiye
     9.  apna aadhaar no daliye 

Contact Detail
  1. STd ko Blank he rahne dijiye
  2. ismai apna mobile number daliye
  3. ismai apko apni email id dalni hai or save nd proceed par click kariye

Reservation Details 
  1. Ager ap hayana ke nivasi hai to yes ko select kare varna no ko select kare
  2. ismai apko yes he rahne dena chahiye
  3. category ko select kariye
  4. app kon se Dharm se ho wo select karna hai
  5. kya apke pas ncc ka certificate  hai to yes kare warna no kar dijiye
  6. ismai apko def ko select karna hai

Qualification Details 
 Yahan se ap Apni Qualification daal sacte hai

 Photo Sign Update
  1. Ab apko apni Pasport Size photo upload karni ahi  hai
  2. Yahan par apko apne signature image upload karni hai
Ab ap ka sab kuch complete ho gya hai
ab apko apply to post par click karna hai
  • Apke samne kai trah ki post show hogi unmai se apkpo select karni  hai
  • select karne ke baad apke pas payment to post ayegi
  • ap chaho to online payment kar sacte ho app net banking,credit card,debit card ke throw payment kar sacte ager ap online nhi kar sacte to ap challan bhi karwa sacte ho


  • 1 comment:

    1. bhai hssc me print decleration me kya krna h

      ReplyDelete

    Hame Apki Help Karne Me Khusi Hogi